Ye Duniya Wo Duniya Hai by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaidev Verma |
Lyricist: | Naqsh Lyallpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ye Duniya Wo Duniya Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Bhavna (1972). Ye Duniya Wo Duniya Hai Playful soundtrack was composed by Jaidev Verma with lyrics written by Naqsh Lyallpuri. Ye duniya wo duniya hai jaha Insan ki kimat kuch bhi nahi Majbur ki chahat kuch bhi nahi Muflish ki sharafat kuch bhi nahi Bas jhut hai aur makari hai bas jhut hai Bas jhut hai aur makari hai Sachayi sazakat kuch bhi nahi Ji chahata hai is duniya ko Ji chahata hai is duniya ko Mai hanste hanste thukra du Ji chahata hai ji chahata hai Is duniya ko hanste hanste Aye aisa gulshan hai jisme Kaliyo ki chitaye jalti hai Shabnam ke shishkate hai aansu Bulbul ki sadaye jalti hai Rota hai pyar bahro ka rota hai Rota hai pyar bahro ka Phulo ki wafaye jalti hai Is gulshan me sab jalte hai Is gulshan me sab jalte hai Bachne ki surat kuch bhi nahi Ji chahata hai ji chahata hai Is duniya ko main hanste Hanste thukra du Ji chahata hai ji chahata hai Is duniya ko hanste hanste atozlyric.com Har dharam yaha ka paisa hai Iman yaha ka paisa hai Bhagwan yaha ka paisa hai Gita bhi yaha ki paisa hai paisa Gita bhi yaha ki paisa hai Kuran yaha ka paisa hai Duniya ki hakikat paisa hai Duniya ki hakikat paisa hai Paise ki hakikat kuch bhi nahi Ji chahata hai ji chahata hai Is duniya ko main hanste Hanste thukra du Ji chahata hai ji chahata hai Is duniya ko mai hanste Hanste thukra du Ji chahata hai ji chahata hai Is duniya ko main hanste Hanste thukra du. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Duniya Wo Duniya Hai lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaidev Verma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.