Ek Ek Ankh Meri Sava Sava Lakh Ki by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Anand Bakshi
Label:T-Series
Genre:Masti
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Ek Ek Ankh Meri Sava Sava Lakh Ki lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Naseeb Apna Apna (1986). Ek Ek Ankh Meri Sava Sava Lakh Ki Masti soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.
Ek ek ankh meri
Sava sava lakh ki
Mithi mithi batiyon mein
Khushboo gulab ki
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Pyasi nazar meri
Pahchani nahin
Ek ek ankh meri
Sava sava lakh ki
Mithi mithi batiyon mein
Khushboo gulab ki
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Pyasi nazar meri
Pahchani nahin
Aye ji dekho ki aaj main
Naye fashion mein dhal gayi
Naye fashion mein dhal gayi
Logo ka rang dekh ke
Main bhi machal gayi
Dekho te saiya
Tumhare hi karan
Kaise badal gayi
Main sabko pichhe chhod ke
Aage nikal gayi
Aage nikal gayi
Maine wahi kiya
Jo teri marzi hai
Phir bhi koi meri kadar dani nahin
Phir bhi koi meri kadar dani nahin
Pyasi nazar meri pahchani nahin
Ek ek ankh mere sava sava lakh ki
atozlyric.com
Apno ka gham nahin
Koi duniya ka darr mujhe
Karti rahungi main
Wahi jisme tu khush rahe
Sangam yahi hai
Pyar ka koi bhi kuch kahe
Jamuna ke sath sath
Mein ganga jidhar bahe
Ganga jidhar bahe
Dhar le kalai yahi reet pyar ki hain
Piya aa yaha koi preshani nahin
Piya aa yaha koi preshani nahin
Pyasi nazar meri pahchani nahin
Ek ek ankh mere sava sava lakh ki
Mithi mithi batiyon mein
Khushboo gulab ki
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Tune haye kadar
Meri are jani nahin
Pyasi nazar meri
Pahchani nahin.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Ek Ek Ankh Meri Sava Sava Lakh Ki lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.