Koi Yun Dil Mein Basa by Zeenat Begum song Lyrics and video
Artist: | Zeenat Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pandit Amarnath |
Lyricist: | Aziz Kashmiri |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Koi Yun Dil Mein Basa lyrics, the song is sung by Zeenat Begum from Shalimar (1946). Koi Yun Dil Mein Basa Playful soundtrack was composed by Pandit Amarnath with lyrics written by Aziz Kashmiri. Koi yun dil mein Basa jaata hai kyun Koi yun dil mein Basa jaata hai kyun Dil mein aake dil ko Tadpaata hai kyun Dil mein aake dil ko Tadpaata hai kyun Usko jab mujhse muhabbat hi nahi Usko jab mujhse muhabbat hi nahi Phir tasawwur mein Mere aata hai kyun Phir tasawwur mein Mere aata hai kyun Pyaar karti hain meri nazren jise Pyaar karti hain meri nazren jise Pyaar ki nazron se Ghabraata hai kyun Pyaar ki nazron se Ghabraata hai kyun atozlyric.com Dil ki hasrat hai usse apna kahen Dil ki hasrat hai usse apna kahen Koi begaana bana jaata hai kyun Koi begaana bana jaata hai kyun Koi yun dil mein basa jaata hai kyun Dil mein aake dil ko tadpaata hai kyun. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Koi Yun Dil Mein Basa lyrics in Hindi by Zeenat Begum, music by Pandit Amarnath. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.