Aa Jaa Bichhade by G. M. Durrani song Lyrics and video
Artist: | G. M. Durrani |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aa Jaa Bichhade lyrics, the song is sung by G. M. Durrani from Nai Kahani (1943). Aa Jaa Bichhade Sad soundtrack was composed by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder) with lyrics written by . Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa Bichhade hue saajan Bichhade hue saajan Jis des gayaa hai Jis des gayaa hai Us des kaa rastaa Sapane mein dikhaa jaa Aa jaa, aa jaa, Aa jaa aa aa jaa Birahaa ne kalejaa Yun kar diyaa chhalani Birahaa ne kalejaa Yun kar diyaa chhalani Jaise koi bansi Jaise koi bansi Jagal mein padi Ho aaho se bhari ho Hotho se lagaa ke Hotho se lagaa ke Aaho mein samaa ke Tu geet banaa jaa Aa jaa, aa jaa, Aa jaa aa aa jaa atozlyric.com Ho nain mein aise Ho nain mein aise jyun seep mein moti Aur praan mein aise jyun deep mein jyoti Sotaa huaa dipak pal bhar ko jagaa jaa Aa jaa, aa jaa, aa jaa aa aa jaa. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aa Jaa Bichhade lyrics in Hindi by G. M. Durrani, music by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.