Hamra Mukhda Chand Ka Tukda by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Polydor |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Hamra Mukhda Chand Ka Tukda lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Anpadh (1978). Hamra Mukhda Chand Ka Tukda Playful soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Hamra mukhda chand ka tukda Hamra mukhda chand ka tukda Phulan jaise bol dekh ke hamra Dekh ke hamra husn jawani Mat ho dawa dol Kaho ye kaisi kahi Kaho ye kaisi kahi Kaisi kahi kaisi kahi Kaho ye kaisi kahi Kaho kaho kaho Kaho ye kaisi kahi atozlyric.com Dekh tumhari mast jawani Dekh tumhari mast jawani Ho gaye dawa dol lekin thodi Lekin thodi tum bhi tasalli Karna ke anmol Kaho ye kaisi kahi Kaisi kahi kaisi kahi Kaho ye kaisi kahi Dekho hamse na takrana Ham hai bake lal Piye na daru fir bhi Hamri chal me hai bochal Dekho hamse na takrana Ham hai bake lal Dekho hamse na takrana Ham hai bake lal Piye na daru fir bhi Hamri chal me hai bochal Kaho ye kaisi kahi Aaha kaho ye kaisi kahi Dudh ke jaisa rang hai Mera hirni jaisi chal Sun kar meri gazal Gawaiye bhul gaye sur tal Dudh ke jaisa rang hai Mera hirni jaisi chal Dudh ke jaisa rang hai Mera hirni jaisi chal Sun kar meri gazal Gawaiye bhul gaye sur tal Ha ha bhul gaye bhul gaye Bhul gaye sur tal Bhul gaye sur tal Kaho ye kaisi kahi Aaha kaho ye kaisi kahi Laike latke jhatke Apni kamar jo hum jhatkaye Ha ji kamar jo hum jhatkaye Tum jaisi pachis nahaniya Jhatko me jhatkaye Jhatko me jhatkaye Allah kaise din aaye hai Allah kaise din aaye hai Gende nach dikhaye Are gende nach dikhaye Aisi ghere dhar kamar me Bal wal na pad jaye Haye haye bal wal na pad jaye Dekho gori hum mardan ki Izzat pe na jao Are izzat pe na jao Apni challedar kamar pe Itna na itarao Itna na itarao Aisi waisi tum ye ta Tha thaiya na farmao Man ke apni har yaha se Wapis ghar ko jao Wapis ghar ko jao Are tum tum wapis ghar ko jao Tum wapis ghar ko jao Yahi hum to rahenge Jo marzi hai kahenge Miya aaye kaha se Zameen ya aasma se Wo apni varanshi Wahi ke hum hai wasi Mera bheja na khao Wahi tum laut aao Nahi hum jane wale Jale sab jalne wale Meri tauba ilahi Hatale ye tabahi To pahle har mano Hame ustad jano Nazar ka war hai ye Tumhari haar hai ye Nazar bekar hai ye Tumhari haar hai ye Tumhari haar hai ye Tumhari haar hai ye Tumhari haar hai ye Haar hai ye haar hai ye Haar hai ye haar hai ye Har hai ye Yar pate ki bat kahu mai Yar pate ki bat kahu mai Chhodo ye takrar pyar me uski Pyar me uski jeet hai Jo man le apni har Kaho ye kaisi kahi Meri ja khub kahi Kaho ye kaisi kahi Meri ja khub kahi Kaisi kahi khub kahi Kaisi kahi khub kahi Kaisi kahi khub kahi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Hamra Mukhda Chand Ka Tukda lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.