Maine Tujhse Pyar Kiya Hai by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz song Lyrics and video

Artist:Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Santosh Anand
Label:T-Series
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Maine Tujhse Pyar Kiya Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Suryaa: An Awakening (1989). Maine Tujhse Pyar Kiya Hai Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Santosh Anand.
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Ek phul chuna hain maine
Ek phul chuna hain maine
Itne bade chaman se
Ek sitara chura liya hain
Itne bade gagan se
Sari dunia dekhi maine koi
Mujhko jacha nahin
Tere aage sar jhukta hain
Tere aage sar jhukta hain
Kyu jhukta hai pata nahin
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
atozlyric.com
Mehki mehki baat kare hum
Arz baharo se lele
Mehki mehki baat kare hum
Arz baharo se lele
Apne apne khwab bune
Yuhi khyalo mein akele
Tu mujhko achi lagti hain
Kyu lagti hain pata nahin
Tu mujhko acha lagta hain
Kyu lagta hai pata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain
Isme meri khata nahin
Kitna pyar diya hain tujhko
Iska mujhko pata nahin
Maine tujhse pyar kiya hain.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Maine Tujhse Pyar Kiya Hai lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.