Yehi Raat Antim Yehi Raat Bhaari by Chandrani Mukherjee song Lyrics and video
Artist: | Chandrani Mukherjee |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravindra Jain |
Lyricist: | Ravindra Jain |
Label: | |
Genre: | Religious |
Release: | 2021-01-12 |
Lyrics (English)
Yahi raat antim yahi raat bhaari Bas ek raat ki abb kahani hai sari Yahi raat antim yahi raat bhaari Nahi bandhu bandhav na koi sahayak Akela hai lanka mein lanka ka nayak Sabhi ratna bahumulya ran mein gavaye Lage ghav aise ke bhar bhi na paaye Dashanan ishi soch mein jagta hai Ke jo ho raha hai uska parinam kya hai Ye baaji abhi tak na jeeti na hari Yahi raat antim yahi raat bhaari Yahi raat antim yahi raat bhaari Ho bhagvaan manav to samjhega itna Ki manav ke jeevan me sangharsh kitna Vijay antatah dharm veero ki hoti Par itna sahaj bhi nahi hai ye moti Bahut ho chuki yudh mein vyarth hani Pahuch jaye parinaam tak abb kahani Vachan purn ho devta ho sukhari Yahi raat antim yahi raat bhaari Yahi raat antim yahi raat bhaari Samar mein sada ek hi paksh jeeta Jayi hogi mandodari ya ki sita Kisi maag se uski lali mitegi Koi ek hi kal suhagan rahegi Bhala dharm se paap kab tak ladega Ya jhukna padega ya mitna padega Bicharo mein mandodari hai bechari Yahi raat antim yahi raat bhaari Yahi raat antim yahi raat bhaari atozlyric.com Ye ek raat mano yugo se badi hai Ye sita ke dheeraj ki antim kadi hai Pratiksha ka vish aur kitna piyegi Bina pran ke deh kaise jiyegi Kahe ram rom abb to ram aa bhi jaao Dikhayo darash abb to na itna rulao Ke ro ro ke mar jaaye sita tumhari Yahi raat antim yahi raat bhaari Bas ek raat ki abb kahani hai sari Yahi raat antim yahi raat bhaari Yahi raat antim yahi raat bhaari. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Lyrics (Hindi)
Yehi Raat Antim Yehi Raat Bhaari lyrics, यही रात अंतिम यही रात भारी the song is sung by Chandrani Mukherjee, Ravindra Sathe, Arun Dangle from Ramayan. Yehi Raat Antim Yehi Raat Bhaari Religious soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain. यही रात अंतिम यही रात भारी बस एक रात की अब कहानी है सारी यही रात अंतिम यही रात भारी नहीं बन्धु बांधव न कोई सहायक अकेला है लंका में लंका का नायक सभी रत्न बहुमूल्य रण में गंवाए लगे घाव ऐसे के भर भी न पाए दशानन इसी सोच में जागता है के जो हो रहा उसका परिणाम क्या है ये बाज़ी अभी तक न जीती ना हारी यही रात अंतिम यही रात भारी यही रात अंतिम यही रात भारी हो भगवान मानव तो समझेगा इतना के मानव के जीवन में संघर्ष कितना विजय अंततः धर्म वीरों की होती पर इतना सहज भी नहीं है ये मोती बहुत हो चुकि युद्ध में व्यर्थ हानि पहुँच जाये परिणाम तक अब कहानी वचन पूर्ण हो देवता हों सुखारी यही रात अंतिम यही रात भारी यही रात अंतिम यही रात भारी समर में सदा एक ही पक्ष जीता जयी होगी मंदोदरी या कि सीता किसी मांग से उसकी लाली मिटेगी कोई एक ही कल सुहागन रहेगी भारतलिरिक्स.कॉम भला धर्मं से पाप कब तक लड़ेगा या झुकना पड़ेगा या मिटना पड़ेगा विचारों में मंदोदरी है बेचारी यही रात अंतिम यही रात भारी यही रात अंतिम यही रात भारी ये एक रात मानो युगों से बड़ी है ये सीता के धीरज कि अंतिम कड़ी है प्रतीक्षा का विष और कितना पिएगी बिना प्राण के देह कैसे जियेगी कहे राम रोम अब तो राम आ भी जाओ दिखाओ दरस अब न इतना रुलाओ के रो रो के मर जाए सीता तुम्हारी यही रात अंतिम यही रात भारी यही रात अंतिम यही रात भारी बस एक रात की अब कहानी है सारी यही रात अंतिम यही रात भारी यही रात अंतिम यही रात भारी.
About: Yehi Raat Antim Yehi Raat Bhaari lyrics in Hindi by Chandrani Mukherjee, music by Ravindra Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.