Aayiye Padhariye by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramlal Heerapanna |
Lyricist: | Vishwamitra Adil |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aayiye Padhariye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor from Geet Gaaya Pattharonne (1964). The music of Aayiye Padhariye Happy track is composed by Ramlal Heerapanna while the lyrics are penned by Vishwamitra Adil. Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Shiv aur parwati ki shadi Are jaise har ladke ki shadi Jaise har ladki ki shadi Jaise har ladki ki shadi Aayi baat samjh mein aayi Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Dekho ab kailash ke upar Shiv or parwati baithe hai Aankhe pyar bhare do pyale Jinko tarse duniya wale Aayi baat samjh mein aayi Lekin yaha ab niche dekho Shiv ke yaha bhagat rawan ko Jisne apne shish uthaya Unche parwat ke aasan ko Unche parwat ke aasan ko Aayi baat samjh mein Rawan yaha aur parwat par Ram aur sita par baithe the Sita ne phir ram ko dekha Ram ne phir sita ko dekha Man hi man dono muskaye Khush hokar rawan ke sar par Aashisho ke phul giraye Aashisho ke phul giraye Aayi baat samjh umm hu atozlyric.com Ram aur sita nahi gayad ji Yeh to hai shiv parwati ji Aayi baat samjh mein aayi Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Dekho rup yeh parwati ka Dusta naam hai jiska durga Jag ka kashth liya pal bhar mein Rity ko nasht kiya pal bhar mein Aayi baat samjh mein aayi Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Aayiye padhariye Par durga ka khof dekh kar Badhe shant karne ko shankar Lage lubhane nartak bankar Aayi baat samjh mein aayi Aayiye padhariye aayiye padhariye Aayiye padhariye aayiye padhariye Chup kyu ho gayi ab muh kholo Bhole nath ki jai jai bolo Aayiye padhariye. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aayiye Padhariye lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, music by Ramlal Heerapanna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.