Dil Ka Bharosa To Nahin Hai by Vijay Dutt song Lyrics and video
Artist: | Vijay Dutt |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ghulam Mohammad |
Lyricist: | Kaifi Azmi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dil Ka Bharosa To Nahin Hai lyrics, the song is sung by Vijay Dutt from Shama (1961). The music of Dil Ka Bharosa To Nahin Hai Happy track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Kaifi Azmi. Sach kehte ho tum Dil ka bharosa to nahin hai Sach kehte ho tum Dil ka bharosa to nahin hai Mehfil mein machal jaaye Ab aisa to nahin hai Sach kehte ho tum Dil ka bharosa to nahin hai Kyun hat’ti nahin parde se Betaab nigaahen Kyun hat’ti nahin parde se Betaab nigaahen Parde ke udhar Meri tamanna to nahin hai Parde ke udhar Meri tamanna to nahin hai Sab husn ke kaayal hain Magar meri tareh se Sab husn ke kaayal hain Magar meri tareh se Be-dekhe kisi ne tumhen Chaaha to nahin hai Be-dekhe kisi ne tumhen Chaaha to nahin hai Kyun jhukne lagi aankhen Chhalakne lagey saagar Kyun jhukne lagi aankhen Chhalakne lagey saagar Maikhaane ke baahar Koi pyaasa to nahin hai Maikhaane ke baahar Koi pyaasa to nahin hai Aa jaao ke hum apna jahaan Aap basaa len Aa jaao ke hum apna jahaan Aap basaa len Duniya ye Kisi kaam ki duniya to nahin hai Duniya ye Kisi kaam ki duniya to nahin hai atozlyric.com Farmaane lagey dekh ke wo Dil ka tadapnaa Farmaane lagey dekh ke wo Dil ka tadapnaa Hai dard Magar itna ziyaada to nahin hai Hai dard Magar itna ziyaada to nahin hai Parwaana ghazal aaj teri Kar gayi jaadu Parwaana ghazal aaj teri Kar gayi jaadu Ye faiz usi mast nazar ka to nahin hai Ye faiz usi mast nazar ka to nahin hai Sach kehte ho tum Dil ka bharosa to nahin hai Mehfil mein machal jaaye Ab aisa to nahin hai Sach kehte ho tum Dil ka bharosa to nahin hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dil Ka Bharosa To Nahin Hai lyrics in Hindi by Vijay Dutt, music by Ghulam Mohammad. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.