Mujhe Pyar Hai Sirf Tumse by Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nikhil, Vinay |
Lyricist: | Faaiz Anwar |
Label: | T-Series |
Genre: | Pop |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Mujhe Pyar Hai Sirf Tumse lyrics, the song is sung by Udit Narayan from Jaanam (2000). The music of Mujhe Pyar Hai Sirf Tumse Pop track is composed by Nikhil, Vinay while the lyrics are penned by Faaiz Anwar. Mujhe pyaar hai pyaar hai sirf tumse Mere jeene ki bahaar hai sirf tumse Meri zindagi gulzaar hai sirf tumse Mera aaj yeh ikraar hai sirf tumse Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi atozlyric.com Jaanam ho jaanam haan jaanam Ek khushi ki tamanna Mujhko tadpa rahi thi Yunhi tanhaaiyon mein Zindagi jaa rahi thi Meri duniya mein aake Mujhko apna banaake Badal di tumne meri zindagi Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam ho jaanam haan jaanam Umr bhar saath doonga Main tera meet banke Dekh na ab tamaashe Mere deewaanepan ke Is jahaan ko bhulaake Tumko dil mein chhupaake Karoonga main tumhaari bandagi Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam ho jaanam haan jaanam Mujhe pyaar hai pyaar hai sirf tumse Mere jeene ki bahaar hai sirf tumse Meri zindagi gulzaar hai sirf tumse Mera aaj yeh ikraar hai sirf tumse Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam na jaana Chhodkar mujhe kabhi Jaanam ho jaanam haan jaanam. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Mujhe Pyar Hai Sirf Tumse lyrics in Hindi by Udit Narayan, music by Nikhil, Vinay. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.