Ek Baar Tum by Abhijeet Bhattacharya song Lyrics and video
Artist: | Abhijeet Bhattacharya |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Saptarishi |
Lyricist: | Subrat Sinha |
Label: | T-Series |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Baar Tum lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya from Lamhe (2006). Ek Baar Tum Love soundtrack was composed by Saptarishi with lyrics written by Subrat Sinha. Ek baar tum aana Phir bhale laut jaana Mera beeta huaa kal lana Sagar ke kinare aana Wahi ret ka ghar hai banana O ho o.. o ho o.. Ek baar tum aana Phir bhale laut jaana Mera beeta huaa kal lana Sagar ke kinare aana Wahi ret ka ghar hai banana O ho o.. o ho o.. Chanda tha jahan wahi hai abhi Sitaaron ki jhil-mil wahi Chanda tha jahaan wahi hai abhi Sitaaron ki jhil-mil wahi Jis mod pe hum mile the kabhi Woh mod abhi hai wahi Kajra lagana palkein jhukana Milaana tera sharmana Ek baar tum aana Phir bhale laut jaana Mera beeta huaa kal lana Sagar ke kinare aana Chaha jo yahaan mila hai sabhi Haan tumko magar kho diya Chaha jo yahaan mila hai sabhi Haan tumko magar kho diya Sapano ka shaher ho apna huaan Ek tu hi na mera huaan Mujhko manana khud ruth jaana Dekha na tera itrana atozlyric.com Ek baar tum aana Phir bhale laut jaana Mera beeta huaa kal lana Sagar ke kinare aana Wahi ret ka ghar hai banana O ho o.. o ho o.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Baar Tum lyrics in Hindi by Abhijeet Bhattacharya, music by Saptarishi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.