Tawaif Kahan Kisi Se by Alka Yagnik song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | T-Series |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tawaif Kahan Kisi Se lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Amiri Garibi (1990). The music of Tawaif Kahan Kisi Se Mujra track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Baja berukhi hai ye sarkar ki Baja berukhi hai ye sarkar ki Ke main cheez hoon ek bazar ki Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Magar jab karti hain Magar jab karti hain to Haye qayamat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Magar jab karti hain to Haye qayamat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Gustakhi maf mere lab par Aaya hain naam srifo ka Gustakhi maf mere lab par a Aya hain naam srifo ka Kehte hain jisko log wafa Wo to hain kam sarifo ka Tawaif kahan kisi ke sath Sarafat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Sarafat karti hain Magar jab karti hain to Haye qayamat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Kuchh aur nahi main kar sakti Bas ruth ke main reh jati hoon Kuchh aur nahi main kar sakti Bas ruth ke main reh jati hoon Jab log mujhe thukarate hain To tut ke main reh jati hoon Tawaif kahan kisi se kabhi Sikayat karti hain Tawaif kahan kisi se kabhi Sikayat karti hain Magar jab karti hain to Haye qayamat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain atozlyric.com Main laz sharam ke parde se Phir bahar kabhi na aaungi Main laz sharam ke parde se Phir bahar kabhi na aaungi Bas ek ishara tum kar do Bas ek ishara tum kar do Main ghunghat mein Chhup jaungi Tawaif kahan tawaif se Bagawat karti hain Tawaif kahan tawaif se Bagawat karti hain Magar jab karti hain to Haye qayamat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain Magar jab karti hain to Haye qayamat karti hain Tawaif kahan kisi ke sath Mohabbat karti hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tawaif Kahan Kisi Se lyrics in Hindi by Alka Yagnik, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.