Is Ka Matlab Kya Hai by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) song Lyrics and video

Artist:Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Album: Single
Music:Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyricist:Qamar Jalalabadi
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Is Ka Matlab Kya Hai lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Sanam (1951). Is Ka Matlab Kya Hai Playful soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi.
Ye mujhe kya huaa
Is ka matlab kya hai
Kuchh samajh mein nahin aataa
Honthon pe kisi kaa naam
Kisi ko ankhiyaan karen salaam
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai
Jawaani chhed rahi hai geet
Jawaani chhed rahi hai geet
Kisi se huyi aapko preet
Kisi se huyi aapko preet
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Sharam se chehraa huaa gulaabi
Meri aankhen huyin sharaabi
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai
Kisi ne chhedaa dil kaa taar
Kisi ne chhedaa dil kaa taar
Chhanaachhan bajne lagi sitaar
Chhanaachhan bajne lagi sitaar
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Neend na aaye saari raat
Chahe dil mulaaqaat
Chahe dil mulaaqaat
Chahe dil mulaaqaat mulaaqaat
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai
atozlyric.com
Kisi ko dil ne kiya manzoor
Kisi ko dil ne kiya manzoor
Rahaa na jaaye piyaa se door
Rahaa na jaaye piyaa se door
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Is Ka Matlab Kya Hai lyrics in Hindi by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.