Ambwa Tale by Humera Channa, Javed Bashir song Lyrics and video
Artist: | Humera Channa, Javed Bashir |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Strings (Band) |
Lyricist: | |
Label: | |
Genre: | Ghazal, Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ambwa Tale lyrics, the song is sung by Humera Channa, Javed Bashir from Coke Studio Pakistan - Season 7 (2014). Ambwa Tale Ghazal, Romantic soundtrack was composed by Strings (Band) with lyrics written by . Aye ri sakhi More saiyaan ghar aaye More saiyaan ghar aaye Aye ri sakhi More saiyaan ghar aaye More saiyaan ghar aaye Bhaag lage more aangan ko Apne piya ki main dekh sooratiya Haar gayi main tan man ko Haar gayi main to tan man ko Ambwa tale dola Rakh de niharwa Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki bahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki bahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Apne mahalwa maan Gudiya khelat thi Saiyaan ke aye kahaar re Apne mahalwa maan Gudiya khelat thi Saiyaan ke aye kahaar re He ri sakhi gudiya Khilne nah paayi He ri sakhi gudiya Khilne nah paayi Saiyaan ne bheje kahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki bahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Main daasi hoon Preet ki pyaasi Ho main daasi hoon Preet ki pyaasi Preet ki pyaasi Saiyaan ke gun gaaoon Main to sakhiyo Bal bal jaaoon Main to sakhiyo Bal bal jaaoon Main to sakhiyo Bal bal jaaoon atozlyric.com Apne mahalwa maan Jhoola jhulat thi Saiyaan ke Aaye kahaar re Apne mahalwa maan Jhoola jhulat thi Saiyaan ke aaye Kahaar re He ri sakhi jhoola Jhulne nah paayi Nanhi nanhi parat Phuhaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki Bahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki bahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki bahaar re Ambwa tale dola Rakh de niharwa Aayi saawan ki bahaar re Ambwa ambwa Ambwa tale dola Rakh de niharwa niharwa Dola rakh de niharwa dola Dola rakh de niharwa Ambwa tale dola. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ambwa Tale lyrics in Hindi by Humera Channa, Javed Bashir, music by Strings (Band). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.