Bachpan Beeta Aayi Jawani by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) song Lyrics and video

Artist:Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Album: Single
Music:Bulo C. Rani
Lyricist:Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Label:Saregama
Genre:Playful
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Bachpan Beeta Aayi Jawani lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Bilwamangal (1954). Bachpan Beeta Aayi Jawani Playful soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).
Bachpan beeta aayi jawani
Sar pe gathariya leke
Gathri kholi wo muskai
Dard anokhe deke
Pyar ki pid suhani suhani
Sajan mai to balam mai to
Ab jani re sajan mai to ab jani
Pyar ki pid suhani suhani
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan main to ab jani
Mitha mitha dard suhaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye
Mitha mitha dard suhaye
Dard bina mohe chain na aaye
Chain na aaye
Aur zara sa de de o jine wale
Teri maharbani re
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan main to ab jani
atozlyric.com
Pyar mein tan man sab phunk jaye
Pyar mein tan man sab phunk jaye
Jyju jyju
O ho jyju jyju jalu maza aaye
Ha ji kaho ji kisne sikhai
Ha ji kaho ji kisne sikhai
Aisi aag laga di
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan main to ab jani
Pyar ki pid suhani suhani
Sajan main to balam main to
Ab jani re sajan mai to ab jani.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Bachpan Beeta Aayi Jawani lyrics in Hindi by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), music by Bulo C. Rani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.