Yeh Meri Sasural Hai by Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) song Lyrics and video
Artist: | Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Babul Bose |
Lyricist: | Rani Malik |
Label: | Saregama-HMV |
Genre: | Motivational |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Yeh Meri Sasural Hai lyrics, the song is sung by Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) from Mehndi (1998). Yeh Meri Sasural Hai Motivational soundtrack was composed by Babul Bose with lyrics written by Rani Malik. Waise toh kahene ko hai Meri raam kahaani Par har ek ladki ko lagegi Yeh jaani pahechaani Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai Kahete hai log ke daal mein hai kaala Kahete hai log ke daal mein hai kaala Lekin yahaan toh poora gotala Saari ki saari kaali ye daal hai Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai Dekho ji dekho yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai atozlyric.com Are ladke ki shaadi mein bhanda paaye Kare hungama kare hungama Dheere dheere hota shuru unka Asli drama asli drama Ghar mein dulhan jab aati hai Kitane sagun manate hai Pahele phoolo ki baarish kare Phir ye bijali giraate hai Phir ye bijali giraate hai Kisse bahu ke maar Dharti hai har dam bete ke daan Ghar ko bana lete hai ye Ik mahabharat ka maidaan Haay sasuraal haay haay sasuraal Haay sasuraal haay haay sasuraal Yahaan par milta hai sada huaa maal Haay sasuraal haay haay sasuraal Are karte hai ladki ka jeena munhaal Haay sasuraal haay haay sasuraal Ye khote karm hai karte Nahin bhagwaan se darte Haay sasuraal haay haay sasuraal Haay sasuraal haay haay sasuraal Ho baari barsi khatan gaya si Khat ke leyandi ghaas Khat ke leyandi ghaas Baari barsi khatan gaya si Khat ke leyandi ghaas Kitna changa hota maa banti saans Ke main jooth boliya koina Ke main kafur koliya koina Deke main zaher goliyaan Koina bhai koina bhai koina Balle balle balle balle Jab jab sto fate koi toh Sirf bahu kyun jalti hai Sirf bahu kyun jalti hai Dariya yaa kue mein dubke Saans nanad nahin marti hai Bolo kyun nahin marti hai Paise ke khaatir iske maa baap Ko kosa jaata hai Ye hai cheez paraai ispe Koi taras nahin khata hai Lagta hai ke Lagta hai ke Bahu sabd mein hi shayd koi galti hai Bahu sabd mein galti hai Bahu sabd mein galti hai Unko na chhodungi jinki ye chaal hai Ye meri sasuraal hai ye teri sasuraal hai Ye meri sasuraal hai Ho saath vachan ka baandh ke bandhan Main bhi ek din aayi thi In ki seva dharm hai mera Ye siksha main laayi thi Magar ye nanad saas dekho Ye kaikai aur manthara hai Sasur bhi nahin rati bhar Yeh duryodhan ki tarah hai Bete ki jaan bachane ko Bahu ka daav lagate hai Inhe ye khabar nahin ke Ye kitane paap kamate hai Kahet kabir suno bhai saadhu Kahet kabir suno bhai saadhu Karni ka phal paayega Boya ped babul ka phir Aam kahan se khayega Aam kahan se khayega Haath utha kar upar wale se Maangu main yahin duaan Aisa kisi ke saath nahin ho Jaisa iske saath hua Suno naariyon julm na sahena Yaad rahe mera sandesh Agar zaroorat pad jaaye toh Agar zaroorat pad jaaye toh Dhar lena chandi ka bhesh Mujhko sataye ab kiski majaal hai Ye mere sasuraal hai ye tere sasuraal hai Dekho ji dekho ye mere sasuraal hai Ye tere sasuraal hai Kahete hai log ke daal mein hai kaala Kahete hai log ke daal mein hai kaala Lekin yahaan toh poora gotala Saari ki saari hi kaali ye daal hai Yeh meri sasural hai Ye teri sasural hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Yeh Meri Sasural Hai lyrics in Hindi by Binda Thackarey, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar, Sushma Shrestha (Poornima), music by Babul Bose. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.