Zardozi Lamhe by Moin Sabri song Lyrics and video
Artist: | Moin Sabri |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sanjeev Srivastava |
Lyricist: | Shaheen Iqbal |
Label: | T-Series |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Zardozi Lamhe lyrics, the song is sung by Moin Sabri from Revolver Rani (2014). Zardozi Lamhe Love soundtrack was composed by Sanjeev Srivastava with lyrics written by Shaheen Iqbal. Zardozi lamhe odh ke dil Gham saare peechhe Chhod ke dil behne De hawaaon mein Jo behna chaahta hai Kehne de suroor mein Jo kehna chahta hai Naya nahi lekin Naya lage yeh din Naya nahi lekin Naya lage yeh din Zardozi lamhe odh ke dil atozlyric.com Koi kachchi umra ka Dil mein jo malaal tha Aaj kahin woh kho gaya Khushi aur zindagi Dono ek ho gayin Toota ho jaise daayara Jalne de jo lau dilon Ki jalna chahti hai Chalne de yun neend mein Woh chalna chahti hai Naya nahi lekin Naya lage yeh din Naya nahi lekin Naya lage yeh din Zardozi lamhe odh ke dil Aankhon ki munder se Dil ke aasmaan tak Koi nahin hai teesra Khwabon ki waadiyan Khwaabon ke mor hain Khwaabon ki hai aab o hawa Khone de yun khwaab mein Jo khona chahta hai Hone de dhuan dhuan Jo hona chahta hai Naya nahi lekin Naya lage yeh din Naya nahi lekin Naya lage yeh din Zardozi lamhe odh ke dil Aa aa Khaali ho gaya hai dil Bhar gayi hain dhadkanein Saazish hai ya hai yeh saza Chaal tez thi magar Peechhe reh gaye kadam Aakhir hai kya yeh maazra Thagne de yun zindagi Jo thagna chahti hai Lagne de jo chot dil pe Lagna chahti hai Naya nahi lekin Naya lage yeh din Naya nahi lekin Naya lage yeh din Zardozi lamhe odh ke dil Gham saare peechhe Chhod ke dil behne de Hawaaon mein jo Behna chaahta hai Kehne de suroor mein Jo kehna chahta hai Naya nahi lekin Naya lage yeh din Naya nahi lekin Naya lage yeh din Zardozi lamhe odh ke dil. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zardozi Lamhe lyrics in Hindi by Moin Sabri, music by Sanjeev Srivastava. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.