Teri Umar by Amit Kumar, Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Dev Burman |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Saregama |
Genre: | Funny |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Teri Umar lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Kishore Kumar from Awara Baap (1985). Teri Umar Funny soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Verma Malik. Teri umar 50 ya 55 ki Kare baate jawani aur bachpan ki Teri umar 50 ya 55 ki Kare baate jawani aur bachpan ki Is umar mein kare byah O babu hosh mein aa Na muh kala karwa O babu hosh mein aa Ye duniya kahegi kya O babu hosh mein aa Main jawan se nahin kaam beta Abhi mujhme bahut hain dam beta Main jawan se nahin kaam beta Abhi mujhme bahut hain dam beta Kar sakta hu char byah O beta na ghabra Na beech mein tang adda O beta na ghabra Nahin duniya ki parwah O bitwa na ghabra 40 sal ke bad jawani pe Chha jaye budapa Dhalti umar mein sab kuchh dhal Jaye kuchh to samjh le papa Pada akal mein kyu parda O babu hosh mein aa Are hosh mein to hu Na muh kala karwa O babu hosh mein aa Ye duniya kahegi kya O babu hosh mein aa Waha umar nahin chalti Dil se dil mil jata jab hai Dulhan ko tu les kam Waha umar ka kya matlab Mujhe bandhne de tu sehra O beta na ghabra O beta na ghabra Na beech mein tang adda O beta na ghabra Nahin duniya ki parwah O bitwa na ghabra atozlyric.com Bapu bapu ye tumhe Kya ho gaya hain Kuchh nahin chhaure Main jawan ho gaya hain Logo bete ka dusman hain Ye awara baap Kya bakta hain re Logo bete ka dusman hain Ye awara baap Shaddi ka number mera hain Aur karne chala baap Mera charkha nahin chala O babu hosh mein aa Are hosh mein to hoon Na muh kala karwa O babu hosh mein aa Ye duniya kahegi kya O babu hosh mein aa Sehra bandhega aur baja bajega Aur chalegi aatisbaji Kya maja ayega Sehra bandhega aurr baja bajega Aur chalegi aatisbaji Tu kya tera baap bhi roke Hoke rahegi shaadi Mere raste se hatja O bitwa na ghabra Na beech mein tang adda O beta na ghabra Nahin duniya ki parwah O bitwa na ghabra Na muh kala karwa O babu hosh mein aa Ye duniya kahegi kya O babu hosh mein aa Na beech mein tang adda O beta na ghabra Nahin duniya ki parwah O bitwa na ghabra. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Umar lyrics in Hindi by Amit Kumar, Kishore Kumar, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.