Pyar Bhara Kajara by Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam song Lyrics and video
Artist: | Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Omkar Prasad Nayyar |
Lyricist: | Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari) |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance, Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Pyar Bhara Kajara lyrics, the song is sung by Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam from Khoon Ka Badla Khoon (1978). The music of Pyar Bhara Kajara Dance, Masti track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke Motiyo ki nathni nakiya me dal ke Mai sadke teri chal ke Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke Motiyo ki nathni nakiya me dal ke Mai sadke teri chal ke Zulfo ka jal saiya mukhde pe dal ke Ankhiyo ke tir lai pure solah sal ke Tujhko nachaungi re ghunghru nikal ke Tu bachna meri chal se Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke atozlyric.com Tu hai meri jaan o laila Phul kahe sab mere badan ko Koi na mile re mere jaisi Thanda kar de dil ki jalan ko Mar gaye hum to Dekh dekh tere gore gore gal re Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke Motiyo ki nathni nakiya me dal ke Mai sadke teri chal ke Zulfo ka jal saiya mukhde pe dal ke Ankhiyo ke tir lai pure solah sal ke Tujhko nachaungi re ghunghru nikal ke Tu bachna meri chal se Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke Sapno ki tere mai shahjadi Phul jhadiya chhute mere badan se Makhmal par bhi chhil chhil jaye Aise najuk pav hai mere Khud ko dekha darpan me Mai mar gayi apne hal pe Pyar bhara kajra ankhiyo me dal ke Lai ho kaha se gori nakhre kamal ke. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pyar Bhara Kajara lyrics in Hindi by Pushpa, Uttara Kelkar, Vani Jairam, music by Omkar Prasad Nayyar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.