Pyar Aur Mohabbat by Sonu Nigam song Lyrics and video
Artist: | Sonu Nigam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ustad Ghulam Ali |
Lyricist: | Shamsa Muzffar Puri |
Label: | T-Series |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Pyar Aur Mohabbat lyrics, the song is sung by Sonu Nigam from Afsana (1997). The music of Pyar Aur Mohabbat Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Shamsa Muzffar Puri. Sikayat hai na kuch tumse gila hai Bichadna to mukadar meub likha hai Batau kya jara si zid ki khatir Main uss se aur vo mujh se juda hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Pyar aur mohabbat ka Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Ek taraf hai tanhayi tanhayi Ek taraf hai tanhayi Ek taraf jamana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Umar bar mujhe yu hi Ghum ka bojh uthana hai Umar bar mujhe yu hi Ghum ka bojh uthana hai Umar bar mujhe yu hi Umar bar mujhe yu hi Ghum ka bojh uthana hai Dil pe jakham khana hai khana hai Dil pe jakham khana hai Aur muskurana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai atozlyric.com Apne hotho ki ek hasi rakh do Mere kamre me roshni rakh do Mujhko majburiya se gera hai Tum mera naam matlabi rakh do Dekh ker in aankho ko Mast ho gaye hum bhi Dekh ker in aankho ko Mast ho gaye hum bhi Dekh ker in aankho ko Dekh ker in aankho ko Mast ho gaye hum bhi Ye tumhari aanke hai, aankhe hai Ye tumhari aanke hai Ya sharab khana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Wo hai dil mein dhadkan hoon Wo ghata sawan main hoon Wo hai dil mein dhadkan hoon Vo ghata sawan main hoon Wo hai dil mein dhadkan hoon Wo hai dil mein dhadkan hoon Wo ghata sawan main hoon Mai hu uske dil ki sayari, sayari Mai hu uske dil ki sayari Wo mera afsana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Mohabbat jab sakune jindagi Barbaad karti hai to Lab khamosh rahte hai Najar fariyad karti hai Jigar rahe wafa mein naksh Aise churahe hai Ki duniya dekhti hai aur Humko yaad karti hai Haye iss mohabbat ka Raaj koi kya jaane Haye iss mohabbat ka Raaj koi kya jaane Haye iss mohabbat ka Haye iss mohabbat ka Raaj koi kya jaane Jisne ghum uthaye hai, uthaye hai Jisne ghum uthaye hai Usne raaj jana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Pyar aur mohabbat ka Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai Ek taraf hai tanhayi tanhayi Ek taraf hai tanhayi Ek taraf jamana hai Pyar aur mohabbat ka Itna hi fasana hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pyar Aur Mohabbat lyrics in Hindi by Sonu Nigam, music by Ustad Ghulam Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.