Jawaani Jhoom Ke by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Rahul Dev Burman
Lyricist:Muqtida Hasan Nida Fazli, Vithalbhai Patel
Label:Saregama
Genre:Dance
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Jawaani Jhoom Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Daulat (1982). Jawaani Jhoom Ke Dance soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Muqtida Hasan Nida Fazli, Vithalbhai Patel.
Zindagi yeh zindagi
Do ghadi ki zindagi
Kaun jane kis bahane maut aa jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Zindagi yeh zindagi
Do ghadi ki zindagi
Kaun jane kis bahane maut aa jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Tere mere bich koyi duri na rahe
Pyas mere mann ki adhuri na rahe
Tere mere bich koyi duri na rahe
Pyas mere mann ki adhuri na rahe
Manchali main manchali
Aisi hu main manchali
Kaun jane kis bahane baat ban jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
atozlyric.com
Aankhe na chura
Ham se aankhe toh mila
Rah na jaye aaj koyi shikawa gila
Aankhe na chura
Ham se aankhe toh mila
Rah na jaye aaj koyi shikawa gila
Are aa gayi mai aa gayi
Tere liye mai aa gayi
Kaun jane kis bahane raj khul jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Sare ujale badal jayenge
Ham toh chupake se nikal jayenge
Sare ujale badal jayenge
Ham toh chupake se nikal jayenge
Ruk gayi main ruk gayi
Tere liye mai ruk gayi
Kaun jane kis bahane jam takaraye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jawaani Jhoom Ke lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Rahul Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.