Ghul Raha Hai Sara Manzar by Shankar Mahadevan song Lyrics and video
Artist: | Shankar Mahadevan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shankar Mahadevan |
Lyricist: | Javed Akhtar |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ghul Raha Hai Sara Manzar lyrics, the song is sung by Shankar Mahadevan from Breathless (1998). Ghul Raha Hai Sara Manzar Happy soundtrack was composed by Shankar Mahadevan with lyrics written by Javed Akhtar. Ghul raha hai sara manzar Shaam dhoondhli ho gayi Ghul raha hai sara manzar Shaam dhoondhli ho gayi Chandani ke chadar odhi Har bahare so gayi Ghul raha hai sara manzar Shaam dhoondhli ho gayi Ghul raha hai sara manzar atozlyric.com Waadiyon mein ped hai ab Apni hi parchhayi ya Waadiyon mein ped hai ab Apni hi parchhayi ya Uth raha hai kohra jaise Chandani ka woh dhuan Chand pighla to chhatane Bhi mulayam ho gayi Raat ki saanse jo mehki Aur madhdham ho gayi Ghul raha hai sara manzar Sara manzar sara manzar Naram hai jitni hawa Utni fiza khamosh hai Naram hai jitni hawa Utni fiza khamosh hai Dehniyo par aujh pike Har kali behosh hai Hondh par karvat liye Ab unghte hai raaste Door koi gaa raha hai Jaane kiski vaste Ghul raha hai sara manzar Shaam dhoondhli ho gayi Chandani ke chadar odhi Har bahare so gayi Ghul raha hai sara manzar Sara manzar sara manzar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ghul Raha Hai Sara Manzar lyrics in Hindi by Shankar Mahadevan, music by Shankar Mahadevan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.