Zulm Bhi Karte Hai by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sardar Malik |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Zulm Bhi Karte Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Mera Ghar Mere Bachche (1960). Zulm Bhi Karte Hai Happy soundtrack was composed by Sardar Malik with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Zulm bhi karte hai Zulm bhi karte hai aur kehte hai Fariyad na kar Ek bulbul pe sitam O mere saiyad na kar Ek bulbul pe sitam Main hu tera meri Ummid ko nasad na kar Meri ulfat ko samajh le Meri ulfat ko samajh le Mujhe barbad na kar Meri ulfat ko samajh le atozlyric.com Kuch na pucho bade Zalim hai zamane wale Dil kahi aankh kahi Ja ke milane wale Dil kahi aankh kahi Ja ke milane wale Ab koi yaad bhi aaye to Use yaad na kar Ek bulbul pe sitam O mere saiyad na kar Ek bulbul pe sitam Sab to zalim nahi hote Hai zamane wale Sab to zalim nahi hote Hai zamane wale Ishq mein jaan bhi Dete hai nibhane wale Ishq mein jaan bhi Dete hai nibhane wale Haye re betat na kar Meri ulfat ko samjhle Mujhe barbad na kar Meri ulfat ko samjh le Pyar sach hai to hume Koi shikayat hi nahi Pyar sach hai to hume Koi shikayat hi nahi Yeh na samajho ke hume Tumse mohabbt hi nahi Yeh na samajho ke hume Tumse mohabbt hi nahi Pyar se dil mein sama Dil ki fariyad na kar Pyar se dil mein sama. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zulm Bhi Karte Hai lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, music by Sardar Malik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.