Tum Chale Jaana by Anand Kumar C song Lyrics and video

Artist:Anand Kumar C
Album: Single
Music:Rajesh Kumar
Lyricist:Rajesh Kumar
Label:
Genre:Playful
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Tum Chale Jaana lyrics, the song is sung by Anand Kumar C from Masoom Sanam (2015). Tum Chale Jaana Playful soundtrack was composed by Rajesh Kumar with lyrics written by Rajesh Kumar.
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
Abhi toh din dhala hain
Abhi toh raat baaki hain
Abhi mulaqaat huyi hain
Abhi har baat baaki hain
Bhar jaaye jab dil deewana
Bhar jaaye jab dil deewana
Phir chale jaana
Tum chale jaana tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
Tum ko ye khabar hain ke nahin
Tere liye o meri zindagi
Tum ko ye khabar hain ke nahin
Tere liye o meri zindagi
Raate jaag jaag ke
Din teri yaad mein maine kaat di
Tum ko ye khabar hain ke nahin
Tere liye o meri zindagi
Raate jaag jaag ke
Din teri yaad mein maine kaat di
Aankhein hain pyaasi pyaasi
Chhayi hain bhi udaasi
Aankhein hain pyaasi pyaasi
Chhayi hain bhi udaasi
In pyaasi nigaahon ki udaasi hain mitana
Phir chale jaana
Tum chale jaana tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
atozlyric.com
Maana ke der ho rahi hain
Ghar mein sabko intazaar hoga
Maana ke der ho rahi hain
Ghar mein sabko intazaar hoga
Par tum gaye jo mujhko
Chhod ke toh dil bekaraar hoga
Maana ke der ho rahi hain
Ghar mein sabko intazaar hoga
Par tum gaye jo mujhko
Chhod ke toh dil bekaraar hoga
Tum apne gharwalo se
Apne chahne waalo se
Tum apne gharwalo se
Apne chahne waalo se
Bana lena sanam koi bhi bahana
Phir chale jaana
Tum chale jaana tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana
Tum chale jaana sanam
Tum chale jaana.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Tum Chale Jaana lyrics in Hindi by Anand Kumar C, music by Rajesh Kumar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.