Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon by Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | T-Series |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky from Sachai Ki Taqat (1989). Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon Qawwali soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon Jawani dhal gayi Teri abhi tak nojawa main hoon Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon atozlyric.com Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Meri ja arsh par hai Tu meri ja arsh par main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Safedi dekh balo ki Ye jhuriya dekh galo ki Safedi dekh balo ki Ye jhuriya dekh galo ki Umar teri hai pachpan ki Dila mat yad bachpan ki Umar teri hai pachpan ki Dila mat yad bachpan ki Dikhao kam tum apna Dikhao kam tum apna Batao naam tum apna Batao naam tum apna Mujhe sab mujhe sab mujhe sab Nag kehte hai Mujhe sab mujhe sab mujhe sab Aag kehte hai Magar ye aag thandi hai thandi hai Ye chunri lal lal lal Ye chunri lal jhandi hai Ye chunri lal jhandi hai Nahi mujhe khatra main Khatre ka nisha hoon Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon Wahan tu hai yahan main hoon Kahan tu hai kahan main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Suno sahib tumhi bole Ye tala aap hi kholo Ye tala aap hi kholo Isi ke pas chabi hai Magar ye to sharabi hai Magar ye to sharabi hai Abhi tak hosh mein hai ye Magar josh mein hai ye Magar josh mein hai ye Hua kya mard bacha hai Hua kya mard bacha hai Hato chhodo hato Chhodo hato chhodo Hato chhodo ye chhakka hai Hato chhodo ye chhakka hai Haye haye hame kisne pukara hai Ye saki to humara hai Ye saki to humara hai Ise tum sath le jao bhari barat le jao Ise tum sath le jao bhari barat le aao Isi ki aaj hai shadi Ye shadi hai ke barbadi Ye shadi hai ke barbadi Banegi khub ye jodi Agar ye hai magar main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Udhar tu hai idhar main hoon Kidhar tu hai kidhar main hoon Ye mahua bada nigoda Ke mere pichhe dauda Pahle chuma chata Mujhe phir isne kata O meri jan bacho logo vaid bulao Bada hai ye jahrila Bichhu nila pila Bichhu bichhu bichhu bichhu bichhu. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon lyrics in Hindi by Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.