Insaaf Ki Awaaz by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | T-Series |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Insaaf Ki Awaaz lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Insaaf Ki Awaaz (1986). Insaaf Ki Awaaz Sad soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Jab saitano ne milkar Maran maridang bajaya Iman ko dafnaya aur Jooth ko taj pahnaya Kanun kaha soya tha Insaf kaha khoya tha Kanun kaha soya tha Insaf kaha khoya tha Jab sachai ke sine mein Khanzar utara jata hain Jalim logo ke hatho Jab isha ko mara jata hain Kanun kaha sota hain Insaf kaha hota hain Mang rahi hain Jawab insaf ki awaz Kuchh log jahar se jahrile Jo yari ka dum bharte hain Dusman se hath milate hain Yaro se dhokha karte hain Jo kismat likhte aaye hain Un hatho ko kya aur mila Itni mehnat ke badle mein Unhe maut ka tohfa diya gaya Mang rahi hain jawab insaf ki awaz Kanun kaha sota hain Insaf kaha hota hain atozlyric.com Ye aankhe nahin koi sehra hain Ek bund nahin hain pani ki Kismat ne mang mein aag bhari Aur abhi umar hain jawani ki Ye atal himalay ke jaisi Ye aansoo kaha bahati hain Chahe taj mile ya kafan mile Ye apna farz nibhati hain Jab aankhe ro nahin pati Dil andar andar rota hain Kanun kaha sota hain Insaf kaha hota hain Mang rahi hai jawab insaf ki awaz Insaf ki awazin saf ki awaz. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Insaaf Ki Awaaz lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.