Dekha Hai Tumhe Kahin by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
Label: | Eros |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dekha Hai Tumhe Kahin lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Chorni (1982). The music of Dekha Hai Tumhe Kahin Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). Haay Dekha hai tumhe kahi na kahi Lekin kaha yaad aataa nahi Dekha hai tumhe kahi na kahi Lekin kaha yaad aataa nahi Karta raha jiska mai intjaar Kaho ki kahi tum vahi to nahi Dekha hai tumhe kahi na kahi Lekin kaha yaad aataa nahi Karta raha jiska mai intjaar Kaho ki kahi tum vahi to nahi Are dekha hai tumhe kahi na kahi Kabhi tum humare,kabhi tum humare Khyalo me shrma rahi thi Kabhi aasma ke sitaro me lahara rahi thi Ye jalva ye nakhra,ye jalva ye nakhra Inhe khub mai janta hu Inhe jindgi manta hu atozlyric.com Dekha hai tumhe kahi na kahi Lekin kaha yaad aataa nahi Karta kiska mai intjaar Kaho ki kahi tum vahi to nahi Are dekha hai tumhe kahi na kahi Mile the yahi par,mile the yahi par Laga ke gale se gale hum Khile phul banke inhi badlo ke tale hum Humara tumhara,humara tumhara Ye sadiyo purana hai bandan Kahe jhum ke dil ki dhadkan Dekha hai tumhe kahi na kahi Lekin kaha yaad aata nahi Karta kiska mai intjaar Kaho ki kahi tum vahi to nahi Are dekha hai tumhe kahi na kahi Lekin kaha yaad aataa nahi Karta kiska mai intjaar Kaho ki kahi tum vahi to nahi Are dekha hai tumhe kahi na kahi Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekha Hai Tumhe Kahin lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.