Aasman Se Utara Gaya by Munni Begum song Lyrics and video

Artist:Munni Begum
Album: Single
Music:Munni Begum
Lyricist:
Label:Times Music
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Aasman Se Utara Gaya lyrics, the song is sung by Munni Begum from Awargi Mein Had Se (2013). Aasman Se Utara Gaya Ghazal soundtrack was composed by Munni Begum with lyrics written by .
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
Zindagi deke mara gaya
Zindagi deke mara gaya
Aasman se utara gaya
Pyaar jisne kiya soch le soch le
Pyaar jisne kiya soch le soch le
Woh to bemoat mara gaya
Woh to bemoat mara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
atozlyric.com
Hum to saahil ko deke fareb
Hum to saahil ko deke fareb
Hum to saahil ko deke fareb
Hum to saahil ko deke fareb
Moat ke ghaat utara gaya
Moat ke ghaat utara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Uth ke mehfil se woh kyaa gaye
Saath main dil hamara gaya
Saath main dil hamara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya
Moat se bhi jo na mar saka haay
Moat se bhi jo na mar saka
Moat se bhi jo na mar saka
Moat se bhi jo na mar saka
Usko nazro se mara gaya
Usko nazro se mara gaya
Aasman se utara gaya
Zindagi deke mara gaya
Pyaar jisne kiya soch le soch le
Woh to bemoat mara gaya
Woh to bemoat mara gaya
Aasman se utara gaya
Aasman se utara gaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aasman Se Utara Gaya lyrics in Hindi by Munni Begum, music by Munni Begum. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.