Wo Meri Jasoda Maiya by Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravindra Jain |
Lyricist: | Ravindra Jain |
Label: | Tips |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Wo Meri Jasoda Maiya lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Beta Ho To Aisa (1994). The music of Wo Meri Jasoda Maiya Playful track is composed by Ravindra Jain while the lyrics are penned by Ravindra Jain. Wo meri jasoda maiya uska mai govinda Wo meri jasoda maiya uska mai govinda Ma hai jab tak jag me tab tak Ma hai jab tak jag me tab tak Mamta ki misaal hai zinda Wo meri jasoda maiya uska mai govinda Ek mehbuba ne dilbar se Uski ma ka dil mangvaya Wo ishq me andha doda doda Apni ma ke pas aaya Vahshi ne ma par waar kiya Khanjar sine ke par kiya Zakhmi dil lekar bhag chala Thokar khayi dharti pe gira Tab ma ke dil se aayi sada Tujhe chot kahi aayi to nahi Tujhe chot kahi aayi to nahi Dhire chalna aainda Wo meri jasoda maiya uska mai govinda Ek sachi ma ek jhuti ma Ek bache ka jhagda lekar Insaaf mangne ki khatir Ja pahunchi hakim ke dar par Ek boli mera bacha hai Ek boli mera bacha hai Hakim sunkar hairan hua Aakhir ye kiska bacha hai Hakim ne baat pe gor kiya Aur jalado ko hukam diya Sar ko tan se nyara kar do Bache ka bantwara kar do Tab sachi ma boli thaharo Aisa na karo aisa na karo atozlyric.com Maine apna hak chhod diya Maine apna hak chhod diya Par lal rahe mera zinda Wo meri jasoda maiya uska mai govinda Wo meri jasoda maiya uska mai govinda Ma hai jab tak jag me tab tak Ma hai jab tak jag me tab tak Mamta ki misal hai zinda Wo meri jasoda maiya uska mai govinda. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Wo Meri Jasoda Maiya lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, music by Ravindra Jain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.