Aa Baitha Hoon Dar Pe Tere by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Manhar Udhas |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Santosh Anand |
Label: | CBS Gramophone Records & Tapes India Ltd |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aa Baitha Hoon Dar Pe Tere lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas from Mera Jawab (1985). The music of Aa Baitha Hoon Dar Pe Tere Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Santosh Anand. Samjho to samjha duga Samjho to samjha duga Matalab apne gane ka Aa baitha hoon dar pe tere Naam na lunga jane ka Aa baitha hoon dar pe tere Naam na lunga jane ka Prem ki bhasa do jaha hain Prem ki bhasa do jaha hain Tuta kisi deewane ka Khud ko hero samjh raha hain Ladka pagalkhane ka Khud ko hero samjh raha hain Ladka pagalkhane ka Khud ko hero hero Khud ko hero samjh raha hain Ladka pagalkhane ka Aa baitha hu dar pe tere Naam na lunga jane ka Dekho mere dilbar ki Dekho mere dilbar ki Kya dil khel jawani ye Din do char nach le ga le Utar jayega pani ye Din do char nach le ga le Utar jayega pani ye Hu pata hai pyar Kisko kahate hai ha Nigahe yaar kisko Kahate hai ha mahobat ka Hisab karata hain jawani Kyu kharab karata hain Jawani kyu kharab karata hain Chala ja chala ja jis gali se aaya hain Tujhe kya husan ne bulaya hain Shararat karke tu pachhtayega Yu hi be mot mara jayega Yu hi be mot mara jayega Kitabi ishq mein likha hai ye Har tufangar ne kaha hai ye Shama shama kah ke kah ke Shama shama kah ke kah ke Dam tuta parwane ka Khud ko hero samjh raha hain Ladka pagalkhane kaoo Shama shama kah ke kah ke Dam tuta parwane ka Khud ko hero samjh raha hain Ladka pagalkhane ka Aa baitha hu dar pe tere Naam na lunga jane ka Jaan ko aaj hathali par le Teri gali main aaya hoon Aur na kuch tha pas mere Dil ke tukade laya hoon Mujhe apne karib rahane de Mere achhe nasib rahane de Teri main sadagi pe marta hoon Fakat main pyar tujhko karta hoon Mujhe tu aajma le kitana hi Mera tu dil jala le kitana hi Magar tujhko hi pake manuga Tujhe apana banake manuga Tujhe apana banake manuga Mujhe chahe tu saja de de Bas apana ghar ka tu pata de de Pine wale dundh hi lete Pine wale dundh hi lete Rashata to maykhane ka Aa baitha hoon dar pe tere Naam na lunga jane ka Khud ko hero samjh raha hain Ladka pagalkhane ka atozlyric.com Pyar mein mar mit jane wale Pyar jataye karte nahin Apni chij to apni hoti Sabko dikhaya karte nahin Kaha pe ho janab bolo to Zar apana bhi dil tatolo to Mujhe lagata hain sarfiro koi Mujhe lagata nahi bura koi Batau batau tujh mein Jo achhayi hain Yahi ki maine chot khayi hain To ja chot ki dawa kar le Khuda se tu bhi to dua kar le Mujhe to aur kam kafi hain Mujhe tera hi naam kafi hain Mujhe tera hi naam kafi hain Mujhe tera hi naam kafi hain Ab to wada kar bhi le Jeevan bhar sath nibhane ka Ab to wada kar bhi le Jeevan bhar sath nibhane ka Aa baitha hoon dar pe tere Naam na lunga jane ka Aa baitha hoon dar pe tere Naam na lunga jane ka Man bhi jao man bhi jao Kahana is deewane ka Aa baitha hain dar pe tere Naam na lega jane ka Arey aa baitha hoon dar pe tere Naam na lunga jane ka Aa baitha hai dar pe tere Naam na lega jane ka. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aa Baitha Hoon Dar Pe Tere lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Manhar Udhas, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.