Sitam Hampe Karle by Mohammed Aziz, Suresh Wadkar song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz, Suresh Wadkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | T-Series |
Genre: | Philosophical |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Sitam Hampe Karle lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz, Suresh Wadkar from Gharana (1989). The music of Sitam Hampe Karle Philosophical track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Achhe bure din sare din Ek din gujar jate hai Gham ka hai mausam nahi gham Milke hum geet gate hai Sitam hum mein karle sitam gar jamana Sitam hum mein karle sitam gar jamana Salamat rahega ye ghar ye gharana Sitam hum pe karle sitam gar jamana Salamat rahega ye ghar ye gharana Salamat rahega ye ghar ye gharana Hum hai to kya gham hai Tum ho to kya kam hai Nahi aaj khushiya to gham bat lenge Nahi aaj khushiya to gham bat lenge Jo hai rukhi sukhi wo hum bat lenge Kisi dar pe ye sar nahi hai jhukana Salamat rahega ye ghar ye gharana Salamat rahega ye ghar ye gharana Humara mukaddar hume azmale Humara mukaddar hume azmale Kisi hal mein hum nahi rone wale Ke aata hai hamko sada muskurana Salamat rahega ye ghar ye gharana Salamat rahega ye ghar ye gharana atozlyric.com Bahut kuchh hai baki nahi sab gawaya Bahut kuchh hai baki nahi sab gawaya Ke chhoto ke sar pe bado ka hai saya Ke chhoto ke sar pe bado ka hai saya Ye daulat hai apni ye apna khazana Salamat rahega ye ghar ye gharana Salamat rahega ye ghar ye gharana Sitam hum pe karle sitam gar jamana Salamat rahega ye ghar ye gharana Salamat rahega ye ghar ye gharana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sitam Hampe Karle lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, Suresh Wadkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.