Abke Barasa Yun Saawan Barsa by Attaullah Khan Esakhelvi song Lyrics and video

Artist:Attaullah Khan Esakhelvi
Album: Single
Music:Attaullah Khan Esakhelvi
Lyricist:Attaullah Khan Esakhelvi
Label:Tips Music
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Abke Barasa Yun Saawan Barsa lyrics, the song is sung by Attaullah Khan Esakhelvi from Haal Mera Puchhne Woh... (2004). Abke Barasa Yun Saawan Barsa Ghazal soundtrack was composed by Attaullah Khan Esakhelvi with lyrics written by Attaullah Khan Esakhelvi.
Basuri mein aur mujh mein
Fark kuchh nahi baba
Zakhm uske seene par
Zakhm mere seene mein
Zakhm paake woh bhi khush
Zakhm paake main bhi khush
Woh bhi geet gaati hai
Main bhi gungunata hoon
Zakhm dene walo par
Woh bhi muskurati hai
Main bhi muskurata hoon
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Beete zamane yaad aaye
Beete zamane yaad aaye
Koyal ki aawaz suni to
Koyal ki aawaz suni to
Geet puraane yaad aaye
Geet puraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun
atozlyric.com
Ashqo ke sailaab mein jaise
Aaj kahin dil dub gaya
Ashqo ke sailaab mein jaise
Aaj kahin dil dub gaya
Aankhe tut ke barsi hai jo
Aankhe tut ke barsi hai jo
Khaab suhaane yaad aaye
Khaab suhaane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun
Khushiyon se bezaar huaa dil
Khub ghamo ke mele hai
Khushiyon se bezaar huaa dil
Khub ghamo ke mele hai
Dekh ke haalat apne ghar ki
Dekh ke haalat apne ghar ki
Sab viraane yaad aaye
Sab viraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun
Koan kisi ke pyaar ko samje
Aalam hawas parasti ka
Koan kisi ke pyaar ko samje
Aalam hawas parasti ka
Jo mitt gaye the pyaar ki khatir
Jo mitt gaye the pyaar ki khatir
Log puraane yaad aaye
Log puraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun
Jaam chhalakte nain the unke
Hum bhi kuchh peelete the
Jaam chhalakte nain the unke
Hum bhi kuchh peelete the
Dil machla hai aaj to saaki
Dil machla hai aaj to saaki
Woh paimaan yaad aaye
Woh paimaan yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun
Kshanbhar josh
mein shamma jali aur
Sab ki jala ke raakh kiya
Kshanbhar josh
mein shamma jali aur
Sab ki jala ke raakh kiya
Aakhari dam tak seher huyi to
Aakhari dam tak seher huyi to
Phir parwane yaad aaye
Phir parwane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun
Waqt suraj maang pade to
Saaye saath nahi deta
Waqt suraj maang pade to
Saaye saath nahi deta
Huye bashir woh tanha to phir
Huye bashir woh tanha to phir
Hum deewane yaad aaye
Hum deewane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Beete zamane yaad aaye
Beete zamane yaad aaye
Koyal ki aawaz suni to
Koyal ki aawaz suni to
Geet puraane yaad aaye
Geet puraane yaad aaye
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa
Abke barasa yun saawan barsa.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Abke Barasa Yun Saawan Barsa lyrics in Hindi by Attaullah Khan Esakhelvi, music by Attaullah Khan Esakhelvi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.