Nazar Milaao by Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sajjad Hussain |
Lyricist: | Jan Nisar Akhtar |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Nazar Milaao lyrics, the song is sung by Usha Mangeshkar from Aakhri Sajda (1977). Nazar Milaao Romantic soundtrack was composed by Sajjad Hussain with lyrics written by Jan Nisar Akhtar. Nazar milaao Pataa chalegaa Nazar milaao pataa chalegaa Ke husn kyaa hai shabaab kyaa hai Wo zindagi ka suroor hoon main Wo zindagi ka suroor hoon mein Ke mere aage sharaab kyaa hai Aaaaaaaa aaaa mmmm Aaaaaaaa aaaa hmmm Aaaaa aaaaa hmmm atozlyric.com Jawaan nazren Ghuli huyi hain Haseen baahen khuli huyi hain Tumhen qasam hai Meri qasam hai Tumhen qasam hai meri qasam hai Kareeb aao hijaab kyaa hai Ye hontth jaise Bhare hon saagar Ye hontth jaise Bhare hon saagar Mein sar se paaon Tak tamaam mahshar Mein sar se paaon Tak tamaam mahshar Mere badan ki Misaal kyaa hai Mere badan ki misaal kyaa hai Mere labon ka jawaab kyaa hai Aaaaaaaa aaaa aaaaa hmmmm Aaaaaaaa aaaa aaaa hmmmm Kahaan ki duniyaa Kahaan ki uqbaa Na mujhko darr hai Na koi parwaah Aaaa aaaa aaaaa Jo dil jawaan hai To kaun soche Jo dil jawaan hai to kaun soche Sabaab kyaa hai Azaab kyaa hai Nazar milaao pataa chalegaa Ke husn kyaa hai shabaab kyaa hai Wo zindagi ka suroor hoon mein Ke mere aage sharaab kyaa hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nazar Milaao lyrics in Hindi by Usha Mangeshkar, music by Sajjad Hussain. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.