Jaan Ab Ja Rahi by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Polydor |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jaan Ab Ja Rahi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Khel Khilari Ka (1977). Jaan Ab Ja Rahi Qawwali soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Rajendra Krishan. Baharo ke zamane keh rahe hai Ke tum bhi aa jao Baharo ke zamane keh rahe hai Ke tum bhi aa jao Aur yeh bulbul ke tarane keh rahe hai Ke tum bhi aa jao Hawa ke mast jhonke chum kar Kaliyo ke mukhado ko Mohabbat ke fasane keh rahe hai Ke tum bhi aa jao kyu ki Jaan ab ja rahi hai Nazar pathra rahi hai Jaan ab ja rahi hai Nazar pathra rahi hai Kahi se aa jao Kahi se aa jao aa jao aa jao Mohabbat mein teri kab se Sanam bejaan baithe hai Mohabbat mein teri kab se Sanam bejaan baithe hai Dbakar dil mein tere pyar ka Toofan baithe hai ha toofan baithe hai Ha ji toofan baithe hai Nazakat jaan jao shama pehchan jao Nazakat jaan jao shama pehchan jao Tumhe kaise samjhaye ha Yeh kaise samjhaye samjhaye samjhaye Jo dushman pyar ke hai wo Bane anjaan baithe hai Jo dushman pyar ke hai wo Bane anjaan baithe hai Bhari mehfil mein aise bhi Kai mehman baithe hai Kai mehman baithe hai Ji ha mehman baithe hai Mohabbat aise mehmano ko Rashte se hata dengi Ha rashte se hata dengi Hai kitna aashiqi mein zor Yeh jalwa dikha dengi Ha yeh jalwa dikha dengi Kadam ulta pada to Pada to pada to ha Kadam ulta pada to Pyar ki hasti mita dengi Ha hasti mita dengi Zara si bhul bahar se hume Se andar bitha dengi Ha hume andar bitha dengi Abhi to rehne do Abhi to rehne do Rehne do rehne do samjhe Abhi to chain se Yeh toofan baithe hai Abhi to chain se Yeh toofan baithe hai Bhari mehfil mein aise bhi Kai mehman baithe hai Kai mehman baithe hai Ji ha mehman baithe hai atozlyric.com Irada karke aaye the Gale tumko lgayenge Gale tumko lgayenge Khabar kisko thi zalim Raah mein kante bichhayenge Ha kante bhi bichhayenge Nahi jab chain padta to Dhadkar dil yeh kahta hai Dhadkar dil yeh kahta hai Irada ho namumkin Mumkin hoke rahta hai Ha mumkin hoke rahta hai Beet jaaye na pyar ki ghadiya Beet jaaye na pyar ki ghadiya Ha samne aankh ke hai hathkadiya Ha ha hathkadiya ho ho hathkadiya Ishq wo ishq kya jo dar jaaye Kya bina mot koi mar jaaye Kya mohabbate se jaan pyari hai Is ishare mein baat sari hai Shaf keh do ke aa nahi sakte Shaf keh do ke aa nahi sakte Ha lautkar bhi to ja nahi sakte Lautkar bhi to ja nahi sakte Baat kya hai yeh aane jaane ki Baat kya hai yeh aane jaane ki Haye majburiya zamane ki Haye majburiya zamane ki Koi unse yeh keh de Koi unse yeh keh de Keh de keh de keh de Par kya kya keh de Paresha tum udhar aur Hum idhar heran baithe hai Paresha tum udhar ho Hum idhar heran baithe hai Bhari mehfil mein aise bhi Kai mehman baithe hai Kai mehman baithe hai Ji ha mehman baithe hai Kai mehman baithe hai Ji ha mehman baithe hai Kai mehman baithe hai Ji ha mehman baithe hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jaan Ab Ja Rahi lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.