Main Ban Ki Bholi by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sudhir Phadke |
Lyricist: | Pandit Narendra Sharma |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Main Ban Ki Bholi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ratnaghar (1955). Main Ban Ki Bholi Playful soundtrack was composed by Sudhir Phadke with lyrics written by Pandit Narendra Sharma. Main ban ki bholi gavalniya Main ban ki bholi gavalniya O shyam teri ban jaungi Ghanshyam teri ban jaungi Teri mithi mithi murli par Teri mithi mithi murli par Main sawar ban kar mandraungi Ghanshyam teri ban jaungi Maine tere liye singar kiya Maine tere liye singar kiya Aur naino ko tujh par war diya Jana na kabhi maine pahle Jana na kabhi maine pahle Mai git prit ke gaungi Ghanshyam teri ban jaungi O ghanshyam teri ban jaungi Main ras ki gagariya Main ras ki gagariya Se main bhij gayi mai bhij gayi Jeevan mein pahli bar aaj Jeevan mein pahli bar aaj Main apne se sharmaungi Ghanshyam teri ban jaungi O ghanshyam teri ban jaungi atozlyric.com Mai ban ki kali aur ban mein pali Kabhi dekhi nahi pritam ki gali Kabhi dekhi nahi pritam ki gali Kab darash milega mohan ka Kab darash milega mohan ka Kab mohan par bali jaungi Ghanshyam teri ban jaungi Main ban ki bholi gavalniya Main ban ki bholi gavalniya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Ban Ki Bholi lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Sudhir Phadke. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.