Sabhi Ko Khuda Ki by Alka Yagnik, Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Tips Music |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Sabhi Ko Khuda Ki lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Dilbar (1994). The music of Sabhi Ko Khuda Ki Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai Tu jane gazal hai, tu jane wafa hai Magar ye zamana bada bewafa hai Magar ye zamana bada bewafa hai Zamane ki is bewfayi ne mara Zamane ki is bewfayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara atozlyric.com Mujhe rat din yu teri yaad aayi Teri yaad aayi Mujhe rat din yu teri yaad aayi Tere naam ki maine di hai duhayi Tere naam ki maine di hai duhayi Tere naam ki is duhayi ne mara Tere naam ki is duhayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi Mohabbat pe isne kayamat ye dhayi Haya is zamane ko hargiz na aayi Haya is zamane ko hargiz na aayi Zamane ki is behayai ne mara Zamane ki is behayai ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Judayi ne mara Sabhi ko khuda ki khudayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara Mujhe yaar teri judayi ne mara. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sabhi Ko Khuda Ki lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Kumar Sanu, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.