Bada Mazedaar Hota by Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
Lyricist: | Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep) |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bada Mazedaar Hota lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Chamkee (1952). The music of Bada Mazedaar Hota Playful track is composed by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep). Soch samajh kar kheliyo lala Tum aankhon ka khel Arre baat baat mein ho jaata hai Yahaan dilon ka mel Bada mazedaar aaye haaye Bada mazedaar hota Pyaar babu pehli nazar ka Bada mazedaar hota Pyaar babu pehli nazar ka Ye mat poochho Ke kaisa waar hota pehli nazar ka Mat poochho Mat poochho Mat poochho ae ji Ye mat poochho Ke kaisa waar hota pehli nazar ka Waar hota pehli nazar ka Bada mazedaar hota Pyaar babu pehli nazar ka atozlyric.com Jab kisi ki natkhat ankhiyaan Jab kisi ki natkhat ankhiyaan Chalaati hain teer taq taq Haaye chalaati hain teer taq taq Bade bade dilwaalon ka Bade bade dilwaalon ka bhi Jiyaa karne lagtaa dhak dhak Haaye jiyaa karne lagtaa dhak dhak Ae ji ae ji babu ji bilkul Bijli sa babu ji Bilkul bijli sa Chamatkaar hota pehli nazar ka Waar hota pehli nazar ka Bada mazedaar hota Pyaar babu pehli nazar ka Kisi ka dil lootne ko Koi jagey saari saari ratiyaan Koi kare meethi meethi batiyaan Koi bheje pyaari pyaari patiyaan Pyaari pyaari patiyaan Meethi meethi batiyaan Saari saari ratiyaan Ho lekin fauran Mil jata hai dil ko jhatpat Mil jata hai dil ko Taar babu pehli nazar ka Taar babu pehli nazar ka Bada mazedaar hota Bada mazedaar hota Bada mazedaar hota Pyaar babu pehli nazar ka Bada mazedaar hota Pyaar babu pehli nazar ka. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bada Mazedaar Hota lyrics in Hindi by Shamshad Begum, music by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.