Is Paar Ya Us Paar by Khokan Chowdhury song Lyrics and video
Artist: | Khokan Chowdhury |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Khokan Chowdhury |
Lyricist: | Shardanand Tiwary |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Is Paar Ya Us Paar lyrics, the song is sung by Khokan Chowdhury from Is Paar Ya Us Paar (1990). Is Paar Ya Us Paar Sad soundtrack was composed by Khokan Chowdhury with lyrics written by Shardanand Tiwary. Jaaye kaha bach ke koi Bach ke koi jaaye kaha Hain yeh gunaho ka sansar Zulm ki aag jal rahi Kaisi yeh ruh yaha waha Jaaye kaha bolo Is paar ya us paar Is paar ya us paar Gulshan chup chhayi virani Khuni khanzar kehta kahani Gulshan chup chhayi virani Khuni khanzar kehta kahani Nafarat ki aandhi Paap ka samandar Insaniyat nahin hain Aadami ke andar Aadami hee aadami ke hain Yaha pe zulmo ka sikar Zulm ki aag jal rahi Kaisi yeh ruh yaha waha Jaaye kaha bolo Is paar ya us paar Is paar ya us paar Behte aansu kaun yeh pohche Hai yeh moti kaun yeh soche Behte aansu kaun yeh pohche Hai yeh moti kaun yeh soche Aanchal hai suna mann karo ki Chhin lee kisne aankhon ki jyoti Kis se kahe kaun sune Hai yeh lutero ka bazar Zulm ki aag jal rahi Kaisi yeh ruh yaha waha Jaaye kaha bolo Is paar ya us paar Is paar ya us paar atozlyric.com Samay ki dhara lehre toofani Sehmi huyi yaade purani Samay ki dhara lehre toofani Sehmi huyi yaade purani Pyar ke mausam Sapno mein kho gaye Dard ke riste apno se kho gaye Jiye koi kaise yaha Ho jaha na risto ka aadar Zulm ki aag jal rahi Kaisi yeh rooh yaha waha Jaaye kaha bolo Is paar ya us paar Is paar ya us paar Jaaye kaha bach ke koi Bach ke koi jaaye kaha Hai yeh gunaho ka sansar Zulm ki aag jal rahi Kaisi yeh ruh yaha waha Jaaye kaha bolo Is paar ya us paar Is paar ya us paar Is paar ya us paar Is paar ya us paar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Is Paar Ya Us Paar lyrics in Hindi by Khokan Chowdhury, music by Khokan Chowdhury. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.