Saari Saari Raina by Shaan, Shweta Pandit song Lyrics and video
Artist: | Shaan, Shweta Pandit |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan |
Lyricist: | Sameer |
Label: | Saregama |
Genre: | Dance, Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Saari Saari Raina lyrics, the song is sung by Shaan, Shweta Pandit from Nayee Padosan (2003). Saari Saari Raina Dance, Playful soundtrack was composed by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan with lyrics written by Sameer. Saari saari raina Jaage mere naina Saari saari raina Jaage mere naina Baat maane na beqaraar dil Raat din kare intezaar dil Ho baat maane Na beqaraar dil Raat din kare intezaar dil Mera khayaal hai Dekho kamaal hai Mera khayaal hai Dekho kamaal hai Meri nayi padosan Dekho yaaron Woh meri uska Hoon main diwaana Jaane na jaane Woh jaane jaana Ban gaya chupke Se ye afsaana Jaane na jaane Woh jaane jaana Suno suno suno suno Usse nahin pata hai Jise maine chuna hai Har ghadi woh har ghadi woh Khayaalon mein basa hai Nigaahon mein chhupa hai Nazar mili nazar se Toh bana main nishaana Yaaron yaaron yaaron Saari saari raina Jaage mere naina Baat maane na beqaraar dil Raat din kare intezaar dil Mera khayaal hai Dekho kamaal hai Mera khayaal hai Dekho kamaal hai Meri nayi padosan Dekho yaaron Woh abhi karti hai Kuch naadaani Lekin banegi meri diwaani Pyaar se darti hai woh diljaani Lekin banegi meri diwaani Haay woh diwana Woh diwaana Zara sa machla hai Nazaaron mein pala hai Woh anjaana woh anjaana Sitaaron mein dhhala hai Churaake dil chala hai atozlyric.com Main us pe mar gaya Hoon koyi toh use bataana Yaaron yaaron yaaron Saari saari raina Jaage mere naina Ho baat maane Na beqaraar dil Raat din kare intezaar dil Mera khayaal hai Dekho kamaal hai Mera khayaal hai Dekho kamaal hai Meri nayi padosan Dekho yaaron. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Saari Saari Raina lyrics in Hindi by Shaan, Shweta Pandit, music by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.