Zindagi Ka Yun Zubaan Par Naam by Amit Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
ZINDAGI KA YUN ZUBAAN PAR NAAM LYRICS: Zindagi Ka Yun Zubaan Par Naam is a Hindi song from the film Dil Ka Heera (1979) starring Dharmendra, Hema Malini and Sachin Pilgaonkar, directed by Dulal Guha. "ZINDAGI KA YUN ZUBAAN PAR NAAM" song was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and sung by Amit Kumar , Asha Bhosle and Mohammed Rafi , with lyrics written by Anand Bakshi . Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Har taraf se pyar ka Paygam aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Bas maja jine ka Bas maja jine ka Subah sham aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Aadmi ko aadmi ke Kam aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban par naam Jivan khel hai duniya rail hai Chuk chuk chalo rail gadi ki tarah Khel ye khelo khiladi ki tarah Fir mat jana anadi ki tarah Jiwan khel hai duniya rail hai Jeet kar is khel me Jeet kar is khel me Ye naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban par naam Hasne se na rone se Jagne se na sone se Hasne se na rone se Jagne se na sone se Jikar bhi hota nahi Gumnam hone se Nam hota hai badnam hone es Apne sar pe bhi koi Apne sar pe bhi koi Ilzam aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban par naam Apne lab pe apni hi Tarif ho to kya maza Apne lab pe apni hi Tarif ho to kya maza Dusro ko aapse taklif Ho to kya maza Dusro ko aapse Dusro ko aapse Aaram aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban Par naam aana chahiye Zindagi ka yu zuban par naam. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Zindagi Ka Yun Zubaan Par Naam lyrics in Hindi by Amit Kumar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.