Sajda Qabool by Jhelum song Lyrics and video
Artist: | Jhelum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ishaan Khan |
Lyricist: | Azeem Shirazi |
Label: | BLive Music |
Genre: | Playful |
Release: | 2024-05-17 |
Lyrics (English)
Baarish ki boonden main le aayi hoon Tujh ko ab saath mere aana hai Dono ko ishq ne milaaya hai Baarish to yaar ek bahaana hai Ye to chaahaton ki pehli barsaat hai Tere dil se mere dil ki mulaqaat hai Nayi zindagi ki jaise shuruaat hai Ke sajda qubool ho gaya Ke sajda qubool ho gaya Tere bina soona tha ye dil ka shaher Tere ishq se ye aaj aabad ho gaya Pehle ab karni hai teri hi fikar Saari duniya ka kaam tere baad ho gaya Khuli aankhon se jo dekha tu wo khwab hai Tujhe dekhna bhi neki hai sawaab hai Jaise meri tu duaaon ka jawab hai Ke sajda qubool ho gaya Ke sajda qubool ho gaya Mere honton pe sajaaya hua zikr tu Meri saanson mein mahekta hua itr tu Meri soch mein jo rehti hai wo fikr tu Ke sajda qubool ho gaya Ke sajda qubool ho gaya Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Lyrics (Hindi)
SAJDA QABOOL LYRICS IN HINDI: सजदा कुबूल This Playful song is sung by Jhelum & released by BLive Music . SAJDA QABOOL song was composed by Ishaan Khan , with lyrics written by Azeem Shirazi . बारिश की बूंदें मैं ले आई हूँ तुझ को अब साथ मेरे आना है दोनों को इश्क ने मिलाया है बारिश तो यार एक बहाना है ये तो चाहतों की पहली बरसात है तेरे दिल से मेरे दिल की मुलाक़ात है नई ज़िंदगी की जैसी शुरुआत है के सजदा कबूल हो गया के सजदा कबूल हो गया तेरे बिना सूना था ये दिल का शहर तेरे इश्क से ये आज आबाद हो गया पहले अब करनी है तेरी ही फ़िकर सारी दुनिया का काम तेरे बाद हो गया खुली आँखों से जो देखा तू वो ख़्वाब है तुझे देखना भी नेकी है जवाब है जैसे मेरी तू दुआओं का जवाब है के सजदा कुबूल हो गया के सजदा कुबूल हो गया मेरे होठों पर सजा हुआ ज़िक्र तू मेरी साँसों में महकता हुआ इतर तू मेरी सोच में जो रहती है वो फ़िक्र तू के सजदा कुबूल हो गया के सजदा कुबूल हो गया
About: Sajda Qabool lyrics in Hindi by Jhelum, music by Ishaan Khan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.