Haqeeqat Hain by Sadhana Sargam, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Sadhana Sargam, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Trilok Singh Komal |
Label: | Vishwa |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Haqeeqat Hain lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan from Baarish (1991). The music of Haqeeqat Hain Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Trilok Singh Komal. Jo baat ho gayi hain To baat na badhao Raksat karo ye ranjis Aao kareeb aao Haqeeqat hai haqeeqat se Nahin inkar karti hoon Haqeeqat hain haqeeqat se Nahin inkar karti hoon Ke mian tumse bas tumse Tumhi se pyar karti hoon Haqeeqat hai haqeeqat se Nahin inkar karti hoon Tamanna ek hain dil mein Tujhe apna bana ne ki Tamanna ek hain dil mein Tujhe apna bana ne ki Kisi sach ko nahin hoti Zaroorat kasam khane ki Aji sun lo dile jajbaat Ka izhaar karti hoon Ke mian tumse bas tumse Tumhi se pyar karti hoon Haqeeqat hai haqeeqat se Nahin inkar karti hoon Nahin darta zamane se Ye aaj ikrar karta hoon Nahin darta zamane se Ye aaj ikrar karta hoon Ke mian tumse bas tumse Tumhi se pyar karta hoon Nahin darta zamane se Ye aaj ikrar karta hoon atozlyric.com Zamane ka hai kya Ye kab kisi ko ras aata hain Zamane ka hai kya Ye kab kisi ko ras aata hain Irade nek agar ho to Khuda bhi maan jata hain Ye elaane mohabbat hain Share bazaar karta hoon Ke mian tumse bas tumse Tumhi se pyar karta hoon Nahin darta zamane se Ye aaj ikrar karta hoon Phoolo ka dua hota hain Tere muskurane se Phoolo ka dua hota hain Tere muskurane se Mahek see fail jati hain Zara najdik aane se Nasha chha jaaye hai jab Tumse aankhen chaar karti hoon Ke mian tumse bas tumse Tumhi se pyar karti hoon Ke mian tumse bas tumse Tumhi se pyar karta hoon Tumhi se pyar karti hoon Tumhi se pyar karta hoon. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Haqeeqat Hain lyrics in Hindi by Sadhana Sargam, Udit Narayan, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.