Aye Ji Munh Kyun Chhupana by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) song Lyrics and video
Artist: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Pyarelal Santoshi |
Label: | Columbia Records |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aye Ji Munh Kyun Chhupana lyrics, the song is sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Khidki (1948). Aye Ji Munh Kyun Chhupana Playful soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Pyarelal Santoshi. Aye ji munh kyun chhupana Nazar kyun bachana O teri meri preet ko Jaane zamana Ho jaane zamana Dekho hogi ruswaai Jo aankh milaai to laalaa ki Lugaai mohe maaregi taana Ho maaregi taana O tere liye laaya main Heere ki nathhaniya Ho heere ki nathhaniya Ho gore gore gaalon pe Damke bahiniya ho Damke bahiniya Aji chhodo fuslaana Ye baaten banaana To laalaa ki lugaai Mohe maaregi taana Ho maaregi taana Aye ji munh kyun chhupana Nazar kyun bachana O teri meri preet ko Jaane zamana Ho jaane zamana atozlyric.com Aji khelo ji sambhal Ke preet ki baazi Ho preet ki baazi Jab miyaan bibi raazi To kya karega kaazi Aji khelo ji sambhal Ke preet ki baazi Ho preet ki baazi Jab miyaan bibi raazi To kya karega kaazi To kya karega kaazi Aji chhodo ye bahaana Jab dil hai lagaana Main teri deewaani Main tera deewana Ho teri meri preet Ko jaane zamana Ho jaane zamana Aye ji munh kyun chhupana Nazar kyun bachana O teri meri preet Ko jaane zamana Ho jaane zamana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aye Ji Munh Kyun Chhupana lyrics in Hindi by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.