Jadoo Kiya Na Jane by Deepa Narayan, Udit Narayan song Lyrics and video

Artist:Deepa Narayan, Udit Narayan
Album: Single
Music:Ustad Ghulam Ali
Lyricist:Zaheer Anwar
Label:Max Audio
Genre:Love
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Jadoo Kiya Na Jane lyrics, the song is sung by Deepa Narayan, Udit Narayan from Dil Deewana (1999). The music of Jadoo Kiya Na Jane Love track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Zaheer Anwar.
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Main tera ho gaya
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Jo waada hain kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
atozlyric.com
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Ye dil jo de diya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Yaad teri aayegi mujhko satayegi
Meri iin aankho ko teri talaash hogi
Yaad teri aayegi mujhko satayegi
Meri iin aankho ko teri talaash hogi
Parde saja ke tum
Ho na khin na ghum saajana
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Ye dil jo de diya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Dekhun na main to koi bhi aaye
Rahete hain dil pe teri hi saaye
Dekhun na main to koi bhi aahein
Rahete hain dil pe teri hi saaye
Aankhon se tera chehara na jaaye
Tanha rahoon to tu yaad aaye
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Maine to apna hi maana tujhe
Duniya mein bas maine jaana tujhe
Ye dil jo de diya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Jo waada hain kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya
Main tera ho gaya
Aana piyaa bhulana nahi aana piyaa
Jadoo kiya na jane kaisa jadoo kiya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Jadoo Kiya Na Jane lyrics in Hindi by Deepa Narayan, Udit Narayan, music by Ustad Ghulam Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.