Ram Krishan Ki Dharti Par by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jamal Sen |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ram Krishan Ki Dharti Par lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Amar Shaheed (1959). Ram Krishan Ki Dharti Par Playful soundtrack was composed by Jamal Sen with lyrics written by . Ram krishan ki dharti par Papi ne pav pasara hai, Papi ne pav pasara hai Tut pado jawano aaj videshi ne Humko lalkara hai Humko lalkara hai Is dharti ko hathiyane ka Usne aaj vicahr kiya Is bharat ko dhamkane ka Usne bada parchar kiya Hai usne bada parchar kiya Uttar me wo khada himayal Takkar lene wala hai Yaha hajaro vir ladenge Usne hume na jana hai Usne hume na jana hai Ram krishan ki dharti par Papi ne pav pasara hai, Papi ne pav pasara hai Tut pado jawano aaj videshi ne Humko lalkara hai Humko lalkara hai Vir shivaji ke pauvade Humne ghar ghar gaye hai Maharana partap ke maru Baze khub bazaye hai Baze khub bazaye hai Ranbairi baz uthi Kat baman ne hume pukara hai Humlavar gaddaro ka Ab kam na banne wala hai Kam na banne wala hai Tut pado jawano aaj videshi ne Humko lalkara hai Humko lalkara hai atozlyric.com Hume na kisi ka mulak chahte Hume kisi se bair nahi Hum par jo chadkar aayega Us dushman ki khair nahi Us dushman ki khair nahi Kashmir se antrib tak yahi Hamara nara hai Hind maha sagar ki lehre ne Sun lo yahi pukara hai Sun lo yahi pukara hai Ram krishan ki dharti par Papi ne pav pasara hai, Papi ne pav pasara hai Tut pado jawano aaj videshi ne Humko lalkara hai Humko lalkara hai Humko lalkara hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ram Krishan Ki Dharti Par lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jamal Sen. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.