Are Jab Aankh Se Aankh Mile To by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Are Jab Aankh Se Aankh Mile To lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Rahu Ketu (1978). Are Jab Aankh Se Aankh Mile To Playful soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Verma Malik. Are jab aankh se aankh mile to Mulakat hoti hai Aur jab sawan se badal mile to Barsat hoti hai Subha se sham mile to Phir raat hoti hai Aur jab rahu se ketu mile to Are koi baat hoti hai Jaise dil se diwano ka Jaise dil se diwano ka Shama se parwano ka Mast se mastano ka Aise tera mera nata hai zara pehchaan Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Jaise bijli se badal ka O jaise bijli se badal ka Aankho se kajal ka Ghungru se payal ka Aiserahu ketu ka nata hai pahchan Tum ho mere prem aur mai tera pran Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Are tu jo mere sath hai Tu jo mere sath hai to duniya apne hath hai Kar nahi sakte jise hum kon si wo baat hai Hum jo chahe to chand ki chhati pe Andhere bichha sakte hai Hum jo chahe to shabnam ki aankho se Shole ki rah chalte hai Pathar ke sine se rait ke kaleje pe Kashti chala sakte hai Duniya ne humko Duniya ne humko pahchana nahi hai Samjha nahi uar jana nahi hai Chahe kahe sadhu aur chahe kahe beman Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Tum ho mere prem aur mai tera pran Ho tere kurban Are bure hai ya nek hai Andar se dono ek hai Andar se dono ek hai Duniya jisko jan saki na Aise kam anek hai Are aise kam anek hai Wafadaro ke liye hum to wafa hai Ha ha wafa hai Sazawaro ke liye hum to saza hai Ha ha saza hai Are dushman ke liye hum to Kaza hai kaza hai kaza hai Khudi pe aa jaye to hum bhi Khuda hai khuda hai khuda hai Hamare sang hai hajar Ke hum hai do dhari talwar Hamari apni hai sarkar Hamara apna karobar Kisi ka karte beda par Kisi ka kar de banta dar Rahu ketu hai do yaar Ke jinki lila aprampar Jinki lila aprampar atozlyric.com Are duniya se hum to Duniya se hum to nirale hai dono Nirale matwale dilwale hai dono Hamare ishare pe chalta jaha Mai hu tera prem aur tum ho mere pran Tum ho mere prem aur mai tera pran Mai hu tera prem aur tum ho mere pran. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Are Jab Aankh Se Aankh Mile To lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.