Har Dukhra Sehne Wali by Bela Mukhopadhyay, Hemanta Kumar Mukhopadhyay song Lyrics and video

Artist:Bela Mukhopadhyay, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Album: Single
Music:Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lyricist:Vyas
Label:Saregama
Genre:Philosophical
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Har Dukhra Sehne Wali lyrics, the song is sung by Bela Mukhopadhyay, Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Sahara (1958). Har Dukhra Sehne Wali Philosophical soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Bharat Vyas.
Har dukhda sahne wali
Muh se na kuchh kahne wali
Har dukhda sahne wali
Muh se na kuchh kahne wali
Tyag aur sewa mein jo duniya se nyari hai
Tyag aur sewa mein jo duniya se nyari hai
Dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
Bharat ki nari hai, bharat ki nari hai
Ghar ki laz ko dharm jo samjhe
Karam kare sukhkari
Angaro mein kud pade jo samjh us phulwari
Ghar ki laz ko dharm jo samjhe
Karam kare sukhkari
Angaro mein kud pade jo samjh us phulwari
Har aasu pine wali, hotho ko sine wali
Mar mar kar jine wali aisi nari hai
Mar mar kar jine wali aisi nari hai
Dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
Bharat ki nari hai, bharat ki nari hai
Ganga si niram hai jiski jamuna jaisi kaya
Aisi devi apne sar par lele dosh paraya
Ganga si niram hai jiski jamuna jaisi kaya
Aisi dewi apne sar par lele dosh paraya
Kurbani karne wali
Has has kar marne wali
Jiske balidano ek aage duniya hari hai
Jiske balidano ek aage duniya hari hai
Dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
Bharat ki nari hai, bharat ki nari hai
atozlyric.com
Har dukhda sahne wali
Muh se na kuchh kahne wali
Tyag aur sewa mein jo duniya se nyari hai
Tyag aur sewa mein jo duniya se nyari hai
Dharti si dhiraj wali ye bharat ki nari hai
Bharat ki nari hai, bharat ki nari hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Har Dukhra Sehne Wali lyrics in Hindi by Bela Mukhopadhyay, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, music by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.