Tum Man Ki Peeda Kya Samjho by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) song Lyrics and video
Artist: | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak |
Lyricist: | Prem Dhawan |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tum Man Ki Peeda Kya Samjho lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Jeet (1949). Tum Man Ki Peeda Kya Samjho Sad soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak with lyrics written by Prem Dhawan. Tum man ki peeda kya samjho Tum preet nibhana kya jano Tum aag lagana sikho ho Tum aag bhujana kya jano Tum chahate rote rahe Ro ro ke jeevan khote rahe Tum chahate rote rahe Ro ro ke jeevan khote rahe Auro ko rulana sikhe ho Tum aanshu bahana kya jano Ab aur satao na hamko Lo hum hare tum jeet gaye Lo hum hare tum jeet gaye Tum dil thadpana sikhe ho Tum dil bahalana kya jano atozlyric.com Jis rah mein sang sang chalna tha Sang jeena tha sang marna tha Jis rah mein sang sang chalna tha Sang jeena tha sang marna tha Us raah mein akela chhod gaye Tum saath nibana kya jano Tum saath nibana kya jano Tum saath nibana kya jano. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tum Man Ki Peeda Kya Samjho lyrics in Hindi by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), music by Anil Krishna Biswas, Shyam Babu Pathak. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.