Ghar Se Chali Thi Main by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Anand Bakshi
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Ghar Se Chali Thi Main lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Ghazab (1982). The music of Ghar Se Chali Thi Main Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Rama ho rama ho rama
Ghar se chali thi mai ek din sham ko
Ghar se chali thi mai ek din sham ko
Jane kis kam ko bhul gayi kam ko
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Oye oye oye
Mujhse akele ye kab hua hai
Mujhse akele ye kab hua hai
Dono taraf se ye sab hua hai
Sabki to chodo ab kya hua hai
Sabki to chodo ab kya hua hai
Gunhegar sarak gaya
Kangan kanak gaya
Aage aage pyar ko bairan bahar ko
Dekha ye gul khil gaya
Aankh ladi aur ye dil gaya
atozlyric.com
Mujhko bana kar apna
Diwana diwana diwana
Mujhko banakar kar apna
Diwana diwana ha
Acha banaya tune bahana
Acha banaya tune bahana
Ab bahane is bahane paas na aa jana
Ab bahane is bahane paas na aa jana
Chune se tere sun oh sajan mere
Rup rang mera ang ang mera
Teri kasam khil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Chalti hai tu to bajte hai gunguru
Rukhti hai tu to chalte hai jadu
Rukhti hai tu to chalte hai jaadu
Tera kya hai ye sab oh babu
Na hai dosh tera na dosh mera
Do jawaniyo ke pahale pahale pyar se
Sara jahaa hil gaya
Aankh ladi aur dil gaya
Ghar se chali thi mai ek din sham ko
Jaane kis kaam ko bhul gayi kaam ko
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Raste me tu mil gaya
Aankh ladi aur dil aaya
Raama ho raama ho raama
Raama ho raama ho raama
Raama oh raama.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Ghar Se Chali Thi Main lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.