Aawara Hawa Ka Jhonka Hoon by Altaf Raja song Lyrics and video
Artist: | Altaf Raja |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Altaf Raja |
Lyricist: | Altaf Raja |
Label: | Venus Records |
Genre: | Love, Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aawara Hawa Ka Jhonka Hoon lyrics, the song is sung by Altaf Raja from Best Of Altaf Raja (2009). Aawara Hawa Ka Jhonka Hoon Love, Sad soundtrack was composed by Altaf Raja with lyrics written by Altaf Raja. Kabhi to shyaam dhale apne ghar gaye hote Kisi ki aankh reh kar sanwar gaye hote Ghazal ne behte huye phool chun liye warna Ghamo mein dub kar hum mar gaye hote Aawara hawa ka Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoon Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aa nikla hoon pal do pal ke liye Daulat na koi taaj mahal chhod jaayenge Daulat na koi taaj mahal chhod jaayenge Hum apni yaadgar ghazal chhod jaayenge Tu maan jitani chahe hamri hasi udao Rota huaa magar tumhe kal chhod jayenge Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aa nikla hoon pal do pal ke liye Zarro mein reh guzar ke chamak chhod jaaunga Zarro mein reh guzar ke chamak chhod jaaunga Pehchan apni door talak chhod jaaunga Khamoshio ki maut ganwara nahi mujhe Sheesha hoon tut kar bi khanak chhod jaunga Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aa nikla hoon pal do pal ke liye Tum aaj to patthar Tum aaj to patthar barsaa lo Kal roge mujh paagal ke liye Tum aaj to patthar Tum aaj to patthar barsaa lo kal Roge mujh paagal ke liye Tum aaj to patthar Tum aaj to patthar barsaa lo kal Roge mujh paagal ke liye Dil aur jigar to kuch kuch to nahi Dil aur jigar to kuch kuch to nahi Ek baar ishara to karde Ek baar ishara to karde Ek baar ishara to karde atozlyric.com Aaj woh bhi ishq ke maare nazar aane lage Aaj woh bhi ishq ke maare nazar aane lage Unki bhi neend ud gayi taare nazar aane lage Aankh viraan dil pareshaan zulf marham lab khamosh Aankh viraan dil pareshaan zulf marham lab khamosh Ab toh kuch aur bhi pyare nazar aane lage Ek baar ishara to karde Ek baar ishara to karde Ye aaine jo tumhe kam pasand karte hai Ye aaine jo tumhe kam pasand karte hai Woh jante hai tumhe hum pasan karte hai Ek baar ishara to karde Ek baar ishara to karde Dil aur jigar to kuch kuch to nahi Ek baar ishara to karde Ek baar ishara to karde Main khud ko jala bhi sakta hoon Main khud ko jala bhi sakta hoon Teri aankho ke kaazal ke liye Main khud ko jala bhi sakta hoon Teri aankho ke kaazal ke liye Main khud ko jala bhi sakta hoon Teri aankho ke kaazal ke liye Hum log hai aise deewane Hum log hai aise deewane Jo zid pe kabhi aa jaaye to Jo zid pe kabhi aa jaaye to Jo zid pe kabhi aa jaaye to Ishq mein jo bhi muftila hoga Ishq mein jo bhi muftila hoga Uska andaaz hi juda hoga Aur bhav kyun gir gaya hai sone ka Bhav kyun gir gaya hai sone ka Usne peetal pehen liya hoga Jo zid pe kabhi aa jaaye to Jo zid pe kabhi aa jaaye to Shaher ki ek ameer jadi ko Shaher ki ek ameer jadi ko Kal in aankhon se maine dekha tha Thik us waqt meri haske mera mijaaj puchha tha Jo zid pe kabhi aa jaaye to Jo zid pe kabhi aa jaaye to Hum log hai aise deewane Jo zid pe kabhi aa jaaye to Jo zid pe kabhi aa jaaye to Sehra se utha kar layenge Sehra se utha kar layenge Teri paayal ki jhankar ke liye Sehra se utha kar layenge Teri paayal ki jhankar ke liye Sehra se utha kar layenge Teri paayal ki jhankar ke liye Ye khel tamasha lagta hai Ye khel tamasha lagta hai Taqdeer ke ghulshan ka shayad Taqdeer ke ghulshan ka shayad Phool ke saath saath ghulshan mein Sochta hoon babul bhi honge Phool ke saath saath ghulshan mein Sochta hoon babul bhi honge Kya hua usne bewafai ki Uske apne asool bhi honge Taqdeer ke ghulshan ka shayad Taqdeer ke ghulshan ka shayad Yun badi der se paimana lekar baitha hoon Yun badi der se paimana lekar baitha hoon Koi dekhe to ye samjhe peeye baitha hoon Zindagi bhar ke liye rooth kar jaane wale Main abhi tak teri tasveer liye baitha hoon Ye khel tamasha lagta hai Taqdeer ke ghulshan ka shayad Taqdeer ke ghulshan ka shayad Kaante hai mere daaman ke liye Kaante hai mere daaman ke liye Aur phool mere aanchal ke liye Kaante hai mere daaman ke liye Aur phool mere aanchal ke liye Kaante hai mere daaman ke liye Aur phool mere aanchal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Aawara hawa ka jhonka hoon Aa nikla hoon pal do pal ke liye Tum aaj to patthar barsaa lo Kal roge mujh paagal ke liye Tum aaj to patthar barsaa lo Kal roge mujh paagal ke liye Kal roge mujh paagal ke liye Kal roge mujh paagal ke liye Kal roge mujh paagal ke liye.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aawara Hawa Ka Jhonka Hoon lyrics in Hindi by Altaf Raja, music by Altaf Raja. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.